Sawan 2026
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman (गणपति करते चरणों में हम है नमन - भजन)


Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai  Naman
Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Hoke Magan,
Shiv Gaura Ke Laal Ko Dhyate Hai Hum,
Hey Ganpati Tumko Manate Hai Hum,
Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥
Badi Sundar Nirala Tumhari Chhabi,
Bolegi Ye Murat Lage Hai Abhi,
Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥

shish Sundar Mukut Ganpati Ke Saja,
Roop Aisa Hai Bhakto Pe Jadu Kara,
Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥

Kare Arti Bandan Kare Hum Bhajan,
Aap Ke Naam Se Hi Laga Li Lagan,
Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥

Bhog Modak Ka Hi Deva Bhaye Tumhe,
Bhakt Haathon Se Apane Khilaye Tumhe,
Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥

Apane Bhakto Ke Deva Tum Kasht Haro,
Vinati Hai Sada Hi Tum Kirapa Karo,
Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Hoke Magan,
Shiv Gaura Ke Laal Ko Dhyate Hai Hum,
Hey Ganpati Tumko Manate Hai Hum,
Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥

गणपति करते चरणों में हम है नमन - भजन हिन्दी में पढ़ें

गणपति करते चरणों में हम है नमन, करे पूजा तुम्हारी सब हो के मगन, शिव गौरा के लाल को ध्याते है हम, हे गणपति तुमको मनाते है हम, गणपति करते चरणो में हम है नमन, करे पूजा तुम्हारी सब हो के मगन ॥
Read Also

Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jjhulan Chalo Hindolana Vrashbhanu Nandni

Jhulan Chalo Hidolana, Vrshbhan Nandni । Savan Ki Teej Aai, Navghor Ghata Chhai

Jhula Padyo Hai Kadamb Ki Daar

Jhoola Padyo Hai Kadamb Ki Daar, Jhulave Braj Nari, Braj Nari Re Braj Nari, Braj Nari Sakhiyan Sari..

Karunamayi Kripamayi Meri Dayamayi Radhe

Karunamayi Kirpamayi, Meri Dayamayi Radhe ॥

Vrindavan Ke O Banke Bihari

Hum Tumhare Paraye Nahi Hai, Gair Ke Dar Pe Aaye Nahin Hai, Hum Tumhare Purane Pujari, Hum Tumhare Purane Pujari, Hamse Parda Karo Na Murari, Vrindavan Ke O Banke Bihari ॥

Aai Bhagon Me Bahar Jhula Jhule Radha Rani

Aai Baagon Mein Bahar, Jhoola Jhoole Radha Pyari । Jhoole Radha Pyari, Haan Jhoole Radha Pyari ॥

Radhe Jhulan Padharo Jhuk Aaye Badra

Radhe Jhulan Padharo Jhuki Aaye Badra, Jhuk Aaye Badra Jhuki Aaye Badra, Saajo Sakal Shrringar Naina Saro Kajra...

Kanha Meri Rakhi Ka Tujhe Karj Chukana Hai

Kanha Meri Rakhi Ka, Tujhe Karj Chukana Hai, Janmo Janam Tak Ye, Janmo Janam Tak Ye,
Ab Rista Nibhana Hai, Kanha Meri Rakhi Ka, Tujhe Karj Chukana Hai ॥

Sawan 2026 - Sawan 2026
Sawan 2026 - Sawan 2026
Bhakti Bharat APP