Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Hamare Do Hi Rishtedar (हमारे दो ही रिश्तेदार - भजन)


Hamare Do Hi Rishtedar
Hamare Do Hi Rishtedar,
Ek Hamari Radha Rani,
Dooje Banke Bihari Sarkar ।
Hamare Do Hi Rishtedar,
Seth Hamare Banke Bihari,
Sethani Vrshbhanu Dulari,
Jo Koi Japta Radhe Radhe,
Vo Ho Jaye Bhav Se Paar,
Hamare Do Hi Rishtedar,

Hamare Do Hi Rishtedar,
Ek Hamari Radha Rani,
Dooje Banke Bihari Sarkar ।

Mamtamayi Hai Radhika Rani,
Har Baat Shyam Ne Inki Mani,
Radha Naam Ki Jadi Booti Se ,
Hote Yahan Upchar,
Hamare Do Hi Rishtedar,

Hamare Do Hi Rishtedar,
Ek Hamari Radha Rani,
Dooje Banke Bihari Sarkar ।

Na Koi Chinta Na Koi Tension,
Radha Naam Hai Dil Me Mension,
Bhari Sabha Me Kah Sakte Hai,
I Love You Sarkar ,
Hamare Do Hi Rishtedar

Hamare Do Hi Rishtedar,
Ek Hamari Radha Rani,
Dooje Banke Bihari Sarkar ।

Chahe Jo Anand Mein Rahana
Maan Lo Kanishk Ka Kaha
Har Pal Hai Anand Barasta
Anokha Hai Ye Darbar
Hamare Do Hi Rishtedar

Hamare Do Hi Rishtedar,
Ek Hamari Radha Rani,
Dooje Banke Bihari Sarkar ।
Hamare Do Hi Rishtedar

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

हमारे दो ही रिश्तेदार - भजन हिन्दी में पढ़ें

हमारे दो ही रिश्तेदार, एक हमारी राधा रानी, दूजे बांके बिहारी सरकार।..
Read Also

Bhajan Shri Radha BhajanShri Radha Krishna BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanTwinkle Sharma Bhajan

Other Popular Hamare Do Hi Rishtedar Video

Hamare Do Hi Rishtedar By Kanishek Bhaiya

Bhajan: Hamare Do Hi Rishtedar By Didi Shyama Priya

Hamare Do Hi Rishtedar By Poonam Didi

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shivoham Shivoham Shivoham

Hai Ek Onkar Niranjan Nirankar,
Hai Ajar Amar Aakar
Vishwadhara Man Bhaje ।

Chadha Le Lota Jal BHar Ke

Chadha Le Lota Jal Bhar Ke, Tera Kalyan Ho Jaye, Kantili Rah Jivan Ki, Teri Aashan Ho Jaye, Chadha Le Lota Jal Bhar Ke, Tera Kalyan Ho Jaye ॥

Chal Re Kanwariya Shiv Ke Dham

Chahe Chaye Ho Badal Kale, Chahe Pao Mein Pad Jaye Chale, Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham, Chahe Aag Gagan Se Barse, Chahe Pani Ko Maan Tarse, Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham, Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham, Bol Bam Bol Bam Bol Bam Bol, Tera Kuch Na Lagega Mel ॥

Guru Shiv Ko Bana Lijiye

Guru Shiv Ko Bana Lijie, Bhakti Se Ghar Saja Lijiye ॥ Kar Nahin Hai to Lachar Hai,...

Kholo Samadhi Bhole Shankar Mujhe Darsh Dikhao

Kholo Samadhi Bhole Shankar, Mujhe Darash Dikhao, Iss Jag Ki Jhoothi Maya, Se Mujhko Bachao, Kholo Samadhi Bhole Shankar, Mujhe Darash Dikhao ॥

Bhole Ki Kripa Se Hamare Thaat Nirale Hai

Bhole Ki Kripa Se Hamare, Thaath Nirale Hai, Hum Baba Wale Hai, Suno Ji Hum Baba Wale Hai ॥

Hey Bholenath Ki Shadi

Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge, Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP