महा शिवरात्रि - Maha Shivaratri
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Har Ghadi Bhole Dil Mein Raha Kijiye (हर घडी भोले दिल में, रहा कीजिये - भजन)


Har Ghadi Bhole Dil Mein Raha Kijiye
Har Ghadi Bhole Dil Mein,
Raha Kijiye,
Charanon Mein Prabhu Ji,
Jagah Dijiye,
Har Ghadi Bhole Dil Mein,
Raha Kijiye ॥
Jo Bhi Sahran Mein Aaya Tumhari,
Usko Prabhu Ji Nibhaya,
Jo Bhi Sahran Mein Aaya Tumhari,
Usko Prabhu Ji Nibhaya,
Mujhko Bhi Nibhana,
Vachan Dijiye,
Har Ghadi Bhole Dil Mein,
Raha Kijiye ॥

Mujhe Kya Pata Hai He Mere Malik,
Kaise Bhala Ho Hamaara,
Mujhe Kya Pata Hai He Mere Malik,
Kaise Bhala Ho Hamaara,
Jo Bhi Aap Chahe Wahi Kijiye,
Har Ghadi Bhole Dil Mein,
Raha Kijiye ॥

Jo Bhi Kiya Hai Kaise Bataun,
Batane Ke Layak Nahin Hai,
Jo Bhi Kiya Hai Kaise Bataun,
Batane Ke Layak Nahin Hai,
Balak Hun Tumhara Kshama Kijiye,
Har Ghadi Bhole Dil Mein,
Raha Kijiye ॥

‘Banavari’ Meri Koshish Yahi Hai,
Tumako Main Apana Bana Lun,
‘Banavari’ Meri Koshish Yahi Hai,
Tumako Main Apana Bana Lun,
Kosish Ye Hamari Saphal Kijiye,
Har Ghadi Bhole Dil Mein,
Raha Kijiye ॥

Har Ghadi Bhole Dil Mein,
Raha Kijiye,
Charanon Mein Prabhu Ji,
Jagah Dijiye,
Har Ghadi Bhole Dil Mein,
Raha Kijiye ॥

हर घडी भोले दिल में, रहा कीजिये - भजन हिन्दी में पढ़ें

हर घडी भोले दिल में, रहा कीजिये, चरणों में प्रभु जी, जगह दीजिये, हर घड़ी भोले दिल में, रहा कीजिये ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tujhme Shiva Mujhme Shiva Tan Me Shiva Man Me Shiva

Nandi Pe Chali Hai Barat Bhole Ki, Sabse Alag Hai Yo Baat Bhole Ki, Are Shukar Nache Shanichar Nache, Sang Mein Bhoot Pishachar Nache, Dekh Le Tu Goraan Yo Thath Bhole Ki...

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Re

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Rai, Yo Khati Ka Chhaura Baba Tera Ho Gya Sai..

Michha Duniare Gotie Sata Jagannatha

Micha Duniare Gotie Sata (2), Jagannatha Se Mo jagannath (2)

Jai Jagannath Hamen Rahana Aapke Charanon Me

Shubh Shubh Din Aaya Shubh Ghadi, Jay Jagannath Se Goonja Aasmaan , Use Chaaron Dham Ka Punya Mila, Jo Karke Poorn Teri Parikrama

Jai Jai Jagannath Jag Ke Nath

Jay Jay Jagannath Jag Ke Nath, Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat, Jinka Na Koi Tum Unke Sath, Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat

Koi Lakh Kare Chaturayi

Koi Lakh Kare Chaturayi, Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai, Jara Samjho Iski Sachchai Re |

Durga Chalisa - Durga Chalisa
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP