Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Hey Suryaputra Hume Rakhna Karuna Ki Chaav Me (हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमें रखना करूणा की छाँव में - भजन)


Hey Suryaputra Hume Rakhna Karuna Ki Chaav Me
Hey Surya Putr Shanidev Humen,
Rakhna Karuna Ki Chhanv Mein,
Kanta Bhi Na Chubhane Dena Kabhi,
Kashton Ka Humare Panvo Mein,
Hey Surya Putra Shanidev Hame,
Rakhna Karuna Ki Chhanv Mein......
Hamako Na Kabhi Parakhana Tum,
Prabhu Drashti Daya Ki Rakhana Tum,
Jag Sagar Paar Kara Dena,
Baitha Ke Sukho Ki Navon Mein,
Hey Surya Putra Shanidev Hame,
Rakhna Karuna Ki Chhanv Mein.......

Sab Aapke Hai Koi Gair Nahin,
Tum Rakhate Kisi Se Bair Nahin,
Prabhu Aap Ke Naam Ka Danka to,
Bajata Hai Sabhi Dishao Mein,
Hey Surya Putra Shanidev Hame,
Rakhna Karuna Ki Chhanv Mein.......

Shubh Charan Jab Aap Aate Ho,
Man Bhakt Ka Jit Ke Jaate Ho,
Vo Rukana Sake Bulate Hai,
Jise Aap Shiganapur Gaanv Mein,
Hey Surya Putra Shanidev Hame,
Rakhna Karuna Ki Chhanv Mein......

Hey Surya Putra Shanidev Humen,
Rakhna Karuna Ki Chhanv Mein,
Kanta Bhi Na Chubhane Dena Kabhi,
Kashton Ka Humare Panvo Mein,
Hey Surya Putra Shanidev Hame,
Rakhna Karuna Ki Chhanv Mein......

हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमें रखना करूणा की छाँव में - भजन हिन्दी में पढ़ें

हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमें, रखना करूणा की छाँव में, काँटा भी ना चूभने देना कभी, कष्टों का हमारे पाँवो में, हे सूर्य पुत्र शनिदेव हमे, रखना करूणा की छाँव में......
Read Also

Bhajan Shri Shani BhajanShani Dev BhajanShani Jayanti BhajanShanivar BhajanSaturday BhajanSuryaputra Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Navratri Specials 2026 - Navratri Specials 2026
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP