Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jag Ke Palan Har Bolo Jay Jay Jagannath (जग के पालनहार बोलो जय जय जय जगन्नाथ - भजन)


Jag Ke Palan Har Bolo Jay Jay Jagannath
Jagannath Swami Hain Antaryami Hain
Jag Ke Palan Har
Bolo Jai Jai Jai Jagannath
Nilanchal Parvat Par Tera Sundar Sa Darbar
Jo Bhi Dekhe Teri Chhavi Ko Ho Jaye Balihar
Darpe Bulata Hey Sankat Mitata Hai Sabke Barambar
Bolo Jai Jai Jai Jagannath
Bhaktibharat Lyrics

Roop Nirala Sabse Pyara Chaka Nain Hain Pyare
Ek Baar Jo Darshan Karle Mit Jayen Dukh Sare
Hum Bhi Pukare or Tum Bhi Pukaro Sab Naam Ko Barambar
Bolo Jai Jai Jai Jagannath...

Rath Ki Shobha Kitni Nyari Dekhe Duniya Sari
Tere Sang Balbhadra Biraje Aur Subhadra Pyari
Darpe Bulata Hey Sankat Mitata Hai Sabke Barambar
Bolo Jai Jai Jai Jagannath

जग के पालनहार बोलो जय जय जय जगन्नाथ - भजन हिन्दी में पढ़ें

जगन्नाथ स्वामी हैं अंतर्यामी हैं, जग के पालन हार, बोलो जय जय जय जगन्नाथ...
Read Also

Bhajan Jagannath BhajanPuri BhajanJagannath Swami BhajanChaka Nayan BhajanRath Yatra BhajanPuri Mandir BhajanJag Ke Palan Har Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

O Mangalkari Charno Mein Shat Shat Pranam

Mahima Ka Teri, Kese Karun Bakhan, O Mangalkari, Charanon Main Sat Sat Pranam ॥

Prabhu Ram Ka Banke Deewana

Prabhu Ram Ka Banake Deewana, Chhamachham Nache Veer Hanumana, Ke Ram Siyaram Japata Hai,
Mast Magan Rahata Hai, Ke Ram Siyaram Japata Hai, Mast Magan Rahata Hai ॥

Anjani Sut Kesari Nandan Ne

Anjanisut Kesari Nandan Ne, Shree Ram Ke Karaj saare Hai, sampurn Ramayan Sakshi Hai,
Pag Pag Pe Sankat Taare Hai, Anjanisut Kesari Nandan Ne, Shree Ram Ke Karaj Saare Hai ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP