Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jagannath Swami Prabhu Neelachal Ke Nath (जगन्नाथ स्वामी प्रभु नीलांचल के नाथ - भजन)


Jagannath Swami Prabhu Neelachal Ke Nath
Jagannath Swami Prabhu Nilanchal Ke Nath,
Sun Lo Pukar Prabhu Nilanchal Ke Nath॥
Chaka Nain Chhavi Hai Pyari,
Ja Par Jaaun Main Balihari.
Darshan Do Ek Bar,
Prabhu Nilanchal Ke Nath॥
Bhaktibharat Lyrics

Nilachal Ki Raah Dikha Do,
Apne Dar Ki Dhul Bana Do.
Rakh Lo Prabhu Apne Sath,
Prabhu Nilanchal Ke Nath॥

Patit Paavan Naam Tumhara,
Tu Hi Mera Ek Sahara.
Ram Shyam Ka Thamo Hath,
Prabhu Nilanchal Ke Nath॥

जगन्नाथ स्वामी प्रभु नीलांचल के नाथ - भजन हिन्दी में पढ़ें

जगन्नाथ स्वामी प्रभु नीलांचल के नाथ, सुन लो पुकार प्रभु नीलांचल के नाथ॥
Read Also

Bhajan Neelachal Ke Nath BhajanJagannath BhajanPuri BhajanJagannath Swami BhajanChaka Nayan BhajanRath Yatra BhajanPuri Mandir BhajanJag Ke Palan Har Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mangal Ki Sewa Sun Meri Deva

Mangal Ki Seva Sun Meri Deva, Hath Jod Tere Dwar Khade । Pan Supari Dhwja Nariyal,

Shyam Chudi Bechn Aaya

Bhakti Bharat is bringing you the most famous bhajan of the Braj region Manhari Ka Bhes Banaya, Shyam Chudi Bechne Aaya । Chhaliya Ka Bhes Banaya,

Main Nahi Mera Nahi Ye Tan

Main Nahin, Mera Nahin, Yah Tan Kisi Ka Hai Diya । Jo Bhi Apne Paas Hai..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Galla Meriya Nu Ma Meri Sundi Hai

Gallaan Meriyaan Nu Maan Meri Sundi E, O Lay Ke Salai Karm Di, Kismat De Swetar Vundi E

Odh Ke Chunariya Lal Maiya Ji Mere Ghar Aana

Odh Ke Chunariya Lal, Maiya Ji Mere Ghar Aana, Maiya Ji Mere Ghar Aana, Maiya Ji Mere Ghar Aana, Odh Ke Chunariya Lal, Maiya Ji Mere Ghar Aana ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP