Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jai Jai Ho Shree Ganesha Kripa Karna Hamesha (जय जय हों श्री गणेशा, किरपा करना हमेशा: भजन)


Jai Jai Ho Shree Ganesha Kripa Karna Hamesha
Jai Jai Ho Shree Ganesha,
Kripa Karna Hamesha ॥
Doha – Shree Ganesh Pad Vand Ke,
Dharu Guru Ka Dhyan,
Narad Sharad Shesh Mahesh,
Bandu Shree Bhagawan |
Shree Pati Lakshmi Pati,
Sita Pati Shree Ram,
Shree Gurudev Ko Mera,
Baar Baar Pranam ॥

Jay Jay Ho Shree Ganesha,
Kirapa Karana Hamesha,
Aaye Hai Tere Dar Pe Ganesha,
Aaye Hai Tere Dar Pe,
Kaato Sakal Kalesha,
Jay Jay Hon Shree Ganesha,
Krupa Karana Hamesha ॥

Ho Sukh Karata Dukh Harata,
Mangal Murti Daata,
Ho Vidhn Vinashak Swami,
Sabaka Bhagya Vidhata,
Duniya Mein Sabase Pahale Ganesha,
Hoti Hai Teri Pooja,
Jay Jay Hon Shree Ganesha,
Krupa Karana Hamesha ॥

Adbhut Hai Teri Mahima,
Sant Kare Nij Sewa,
Bhog Lage Tujhe Nis Din,
Modak Laddu Mewa,
Har Dum Tujhe Main Gaun Ganesha,
Varadan Dena Aisa,
Jay Jay Hon Shree Ganesha,
Krupa Karana Hamesha ॥

Jay Jay Ho Shree Ganesha,
Kirapa Karana Hamesha,
Aaye Hai Tere Dar Pe Ganesha,
Aaye Hai Tere Dar Pe,
Kaato Sakal Kalesha,
Jay Jay Hon Shree Ganesha,
Krupa Karana Hamesha ॥

जय जय हों श्री गणेशा, किरपा करना हमेशा: भजन हिन्दी में पढ़ें

जय जय हों श्री गणेशा, किरपा करना हमेशा, आए है तेरे दर पे गणेशा, आए है तेरे दर पे, काटो सकल कलेशा, जय जय हों श्री गणेशा, किरपा करना हमेशा ॥
Read Also

Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Shankar Damru Dhari Hai Jag Ke Aadhar

Shiv Shankar Damru Dhari, Hai Jag Ke Aadhar, Teeno Lok Pe Rahata Hai, Unka Hi Adhikar, Shiv Shankar Damru Dharin, Hai Jag Ke Aadhar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar

Kailash Shikhar Se Utar Kar, Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila

Mukadar Mera Ban Hi Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila, Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥

Bhole Ko Mein Manane Mahakal Ja Raha Hoon

Bhole Ko Mein Manane, Mahakal Ja Raha Hoon । Baba Ko Jal Chadhane, Ujjain Ja Raha Hoon ।

JaiKara Mere Kedareshwaray Jai Kara

Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara, Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP