Hanuman Chalisa

Jai Jai Surnayak Jan Sukhdayak Prantpal Bhagvant (जय जय सुरनायक जन सुखदायक - भजन)


Jai Jai Surnayak Jan Sukhdayak Prantpal Bhagvant

Brahmadi Devtaon Dwara Prabhu Shri Ram Ke Avtar Ke Lie Balkand Stuti..

Jai Jai Surnayak Jan Sukhdayak Pranatpaal Bhagvanta ।
Go Dwij Hitkari Jai Asurari Sidhunsuta Priy Kanta ॥

Paalan Sur Dharani Adbhut Karani Maram Na Jaani Koi ।
Jo Sahaj Krpaala Deenadayaala Karu Anugrah Soi ॥

Jai Jai Abinaasi Sab Ghat Baasi Byaapak Paramaananda ।
Abigat Gotitan Charit Punitan Mayarahit Mukunda ॥

Jehi Laagi Biraagi Ati Anuraagi Bigatamoh Munibrnda ।
Nisi Baasar Dhyaavahin Gun Gan Gaavahin Jayati Sachchidananda ॥

Jehin Srshti Upai Tribidh Banai Sang Sahaay Na Dooja ।
So Karu Aghaari Chint Hamaari Jaani Bhagati Na Puja ॥

Jo Bhav Bhay Bhanjan Muni Man Ranjan Ganjan Bipati Barootha ।
Man Bach Kram Baani Chhaadi Sayaani Saran Sakal Sur Jootha ॥

Saarad Shruti Sesha Rishay Asesha Ja Kahun Kou Nahi Jaana ।
Jehi Deen Pyaare Bed Pukare Dravu so Shribhagawana ॥

Bhav Baaridhi Mandar Sab Bidhi Sundar Gunamandir Sukhapunja ।
Muni Siddh Sakal Sur Param Bhayaatur Namat Naath Pad Kanja ॥

Doha:

Jaani Sabhay Surabhoomi Suni Bachan Samet Saneh ।
Gagangira Gambhir Bhi Harani Sok Sandeh ॥

जय जय सुरनायक जन सुखदायक - भजन हिन्दी में पढ़ें

जय जय सुरनायक जन सुखदायक प्रनतपाल भगवंता। गो द्विज हितकारी जय असुरारी सिधुंसुता प्रिय कंता ॥
Read Also

Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu Stuti BhajanVishnu Stuti BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan

Other Popular Jai Jai Surnayak Jan Sukhdayak Prantpal Bhagvant Video

Jai Jai Surnayak Jan Sukhdayak By Sharma Bandhu

Jai Jai Surnayak Jan Sukhdayak By Sanjay Roy

Jai Jai Surnayak Jan Sukhdayak By Rajan Ji Maharaj Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Rajiv Lochan Ram Aaj Apne Ghar Aaye

Rajeev Lochan Ram, Aaj Apne Ghar Aaye, Kan Kan Pulakit, Purjan Harshit, Nagar Gao Sab Bajan Badhai, Rajeev Lochan Ram, Aaj Apne Ghar Aaye ॥

Paap Bad Gaya Hai Kuch To Kaam Kijiye

Paap Bad Gaya Hai, Kuch To Kaam Kijiye, Roj Roj Ram Ji Ka, Naam Lijiye ॥

Chola Maati Ke Hai Ram

Chola Mitti Ke Hai Ram, Ekar Ka Bharosa, Chola Mitti Ke Hai Re, Chola MItti Ke Hai Ho,
Hay Chola Mitti Ke Hai Ram, Ekar Ka Bharosa, Chola Mitti Ke Hai Re ॥

Hum Sans Le Rahe Hai Is Jaan Ki Badolat

Hum Saans Le Rahe Hai, Is Jaan Ki Badaulat, Aur Jaan Jism Mein Hai, Shree Ram Ki Badaulat,
Hum Saans Le Rahe Hai, Is Jaan Ki Badaulat ॥

Punyabhumi Ye Chitrakut Ki Jahan Base Shree Ram

Punya Bhoomi Ye Chitrakut Ki, Jahan Base Shreeram, Baras Bita Ke Gyarah, Isako Bana Gaye Dhaam, Tulasi Karate Ramacharit Mein, Ram Naam Ka Gaan, Kamadagiri Mein Aake Base Bhagavan, Baras Bita Ke Gyaarah, Isako Bana Gaye Dhaam ॥

Bas Gaye Raghunandan Sharkar

Bas Gaye Raghunandan Sarakar, Ho Rahi Jag Mein Jay Jayakar, Mere Ram Mere Ram,
Mere Raghunandan Sarakaar, Bas Gaye Raghunandan Sarakar, Ho Rahi Jag Mein Jay Jayakar ॥

Hanuman Chalisa -
Subscribe BhaktiBharat YouTube Channel
x
Download BhaktiBharat App