Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jeevan Hai Tere Hawale Muraliya Wale (जीवन है तेरे हवाले, मुरलिया वाले - भजन)


Jeevan Hai Tere Hawale Muraliya Wale
Jeevan Hai Tere Havale,
Muraliya Vale,
Jeevan Hain Tere Havale,
Muraliya Vale ।
Hum Kath Putli Tere Hath Ki,
Hum Kath Putli Tere Hath Ki,
Tere Hath Ki,
Tere Hath Ki,
Hum Kath Putli Tere Hath Ki,
Chahe Jaise Nachale,
Muraliya Vale,
Jeevan Hai Tere Havale,
Muraliya Vale ।

Hum to Murli Tere Hath Ki,
Hum to Murli Tere Hath Ki,
Tere Hath Ki,
Tere Hath Ki,
Ham to Murali Tere Hath Ki,
Chahe Jaise Bajale,
Muraliya Vale,
Jeevan Hain Tere Havale,
Muraliya Vale ।

Ham Deevane Sab Tere Mohan,
Ham Deevane Sab Tere Mohan,
Tere Mohan,
Tere Mohan,
Ab to Gale Lagale,
Muraliya Vale,
Jeevan Hain Tere Havale,
Muraliya Vale ।

Mere Apane Hue Begane,
Mere Apane Hue Begane,
Hue Begane,
Hue Begane,
Ab To Hi Apnale,
Muraliya Vale,
Ye Jeevan Hain Tere Havale,
Muraliya Vale ।

Ham to Dasi Tere Charnon Ki,
Tere Charnon Ki,
Tere Charnon Ki,
Charnon Mein Mujhako Basale,
Muraliya Vale,
Ye Jeevan Hai Tere Havale,
Muraliya Vale ।

Ye Jeevan Hai Tere Havale,
Muraliya Vale,
Jeevan Hain Tere Havale,
Muraliya Vale ।

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

जीवन है तेरे हवाले, मुरलिया वाले - भजन हिन्दी में पढ़ें

जीवन है तेरे हवाले, मुरलिया वाले, हम कठ पुतली तेरे हाथ की..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Kunj Bihari BhajanLaddu Gopal BhajanHemlata Shastri Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Re

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Rai, Yo Khati Ka Chhaura Baba Tera Ho Gya Sai..

Michha Duniare Gotie Sata Jagannatha

Micha Duniare Gotie Sata (2), Jagannatha Se Mo jagannath (2)

Jai Jagannath Hamen Rahana Aapke Charanon Me

Shubh Shubh Din Aaya Shubh Ghadi, Jay Jagannath Se Goonja Aasmaan , Use Chaaron Dham Ka Punya Mila, Jo Karke Poorn Teri Parikrama

Jai Jai Jagannath Jag Ke Nath

Jay Jay Jagannath Jag Ke Nath, Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat, Jinka Na Koi Tum Unke Sath, Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat

Koi Lakh Kare Chaturayi

Koi Lakh Kare Chaturayi, Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai, Jara Samjho Iski Sachchai Re |

Kirpa Khub Kari Hai Aaj to Natho Ke Nath Ji

Kirpa Khub Kari Hai Aaj to Natho Ke Nath Ji Sabko Darshan Dene Nikale Shri Jagannath Ji

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP