Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jis Dil Main Aapki Yaad Rahe (जिस दिल में आपकी याद रहे - भजन)


Jis Dil Main Aapki Yaad Rahe
Jis Dil Mein Aapki Yaad Rahe
Prabhu Dil Mera Vo Dil Kardo
Rahi Na Sahi Manjil Ki Taraph
Rahi Ki Taraph Manjil Kardo
Man Mein Bhi Anek Vikaron Ne
Datkar Ke Dera Daal Liya
Iss Chhal Man Se Yadi Prem Hai to
Jan Man Ka Man Nirmal Kardo
Jis Dil Mein Aapki Yaad Rahe
Prabhu Dil Mera Vo Dil Kardo

Pakar Main Aapki Bhakti Prabhu
Vah the Jo Jhumte Masti Mein
Karuna Karke Rajesh Ko Bhi Prabhu
Un Maston Mein Shamil Kar Do
Jis Dil Mein Aapki Yaad Rahe
Prabhu Dil Mera Vo Dil Kardo

Ranglo Apne Rang Mein Mujhko
Jisse Na Kusang Ka Rang Chadhe
Duniya Ke Prem Mein Pagal Hoon
Apna Karke Pagal Kardo
Jis Dil Mein Aapki Yaad Rahe
Prabhu Dil Mera Vo Dil Kardo

जिस दिल में आपकी याद रहे - भजन हिन्दी में पढ़ें

कनक भवन दरवाजे पड़े रहो, जहाँ सियारामजी विराजे पड़े रहो, सुघर सोपान सो द्वार सुहावे
Read Also

Bhajan Ayodhya BhajanRam Mandir BhajanRam Navmi BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanJai Shri Ram BhajanJanmbhoomi BhajanRam Janmbhoomi BhajanSwami Rajeshwaranand Bhajan

Other Popular Jis Dil Main Aapki Yaad Rahe Video

Jis Dil Main Aapki Yaad Rahe By Pujya Rajan Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye

Namami Bhakt Vatsalan

Namami Bhakt Vatsalan । Krpalu Sheel Komlan ॥ Bhajami Te Padambujan ।

Ram Japate Raho, Kam Karte Raho

Ram Japte Raho, Kam Karte Raho । Waqt Jeevan Ka, Yunhi Nikal Jayega ।

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP