Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jug Jug Jeeve Ri Yashoda Maiya (जुग जुग जीवे री यशोदा मैया - भजन)


Jug Jug Jeeve Ri Yashoda Maiya
Jug Jug Jeeve Re Yashoda Maiya, Tero Lalna,
Tero Lalna Re Maiya, Jhule Palna,
Tero Lalna Re Maiya, Jhule Palna,
Jug Jug Jeeve Re Yashoda Maiya, Tero Lalna
Jiske Charanon Ki Dasi Kahlati Hai Maya,
Yashomati Maa Tu Badbhagi Aisa Lal Hai Paya,
Maiya Tere Krishna Lala Ki, Na Koi Tulna,
Jug Jug Jiven Re Yashoda Maiya, Tero Lalna

Kari Kari Akhiyan Maiya Ghunghrale Hai Bal,
Jo Bhi Dekhe Kanha Ko Woh Ho Jaye Nihal,
Kali Tiki Kar De Maiya, Maan Le Kahna,
Jug Jug Jiven Re, Yashoda Maiya, Tero Lalna

Dhanya Hui Hai Braj Nagari Maa Dhanya Hua Vrindavan,
Paon Tere Kanha Ke Pad Gaye Ho Gai Dharti Pavan,
Devta Bhi Chahe Kanha Ke, Darshan Karna,
Jug Jug Jiven Re Yashoda Maiya, Tero Lalna
Bhaktibharat Lyrics

Jug Jug Jeeve Re Yashoda Maiya, Tero Lalna,
Tero Lalna Re Maiya, Jhule Palna,
Tero Lalna Re Maiya, Jhule Palna,
Jug Jug Jiven Re Yashoda Maiya, Tero Lalna

जुग जुग जीवे री यशोदा मैया - भजन हिन्दी में पढ़ें

जुग जुग जीवे री यशोदा मैया, तेरो ललना, तेरो ललना री मैया, झूले पलना..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanIskcon BhajanDevi Neha Saraswat Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Namo Namo Shree Bapusa

Maa Sacchiya Ke Jo Ansh Avtar Hai, Bidasar Dham Jinka Divya Darbar Hai, Kalyug Ke Dev Karte Chamatkar Hai, Charo or Ho Rahi Inki Jaikaar Hai...

Ghar Aisa Dena Maa

Ghar Aisa Dena Maa, Jo Tere Mandir Jesa Ho, Jesa Hai Bhawan Tera, Mera Angan Pawan Asa Ho, Ghar Aisa Dena Maa, Jo Tere Mandir Jesa Ho ॥

Chal Mere Nal Tenu Len Aye Aa

Gal Dil Wali Tenu Mai Kehan Aaye Aa, Chal Mere Naal Tenu Len Aaye Aa

Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai

Kisi Ke Kam Jo Aaye, Use Insan Kahte Hain । Paraya Dard Apnaye, Use Insan Kahte Hain ॥

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP