Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Kaise Dar Aau Main Tere Darash Pane Ko (कैसे दर आऊं, मैं तेरे दरश पाने को - भजन)


Kaise Dar Aau Main Tere Darash Pane Ko
Kaise Dar Aaun,
Main Tere Darash Paane Ko,
He Shiv Shankar Darshan De Do,
Apane Dewane Ko,
Hey Shiv Shankar Darshan De Do,
Apane Dewane Ko ॥
Jisko Bhi Chaho Tum,
Dar Pe Bulate Baba,
Mujh Abhage Ko Kyun Tum,
Ho Satate Baba,
Mujhe Dar Pe Bula Lo,
Gale Apane Laga Lo,
Meri Sachchi Hai Bhakti,
Jo Chaahe Aajama Lo,
Chhod Ke Aaunga Main,
Chhod Ke Aaunga Main,
Saare Iss Jamane Ko,
Hey Shiv Shankar Darshan De Do,
Apne Dewane Ko ॥

Mere Karm Ki Saja Hai Ye,
Darash Pa Na Saka,
Tere Darwar Mere Baba,
Main Jo Aana Saka,
Mere Paapo Ko Hey Shiv,
Na Dil Se Yun Lagao,
Mujhe Bhi De Do Maphi,
Darash Apne Karao,
Maan Mein Hai Murat Teri,
Maan Mein Hai Murat Teri,
Aaunga Sajane Ko,
Hey Shiv Shankar Darshan De Do,
Apne Dewane Ko ॥

Dar Tere Baba Mein,
Kya Le Kar Ke Aaunga,
Tu To Dani Hai Tujhko,
Kya Mein Chadhaunga,
Paas Shradha Hai Mere,
Jo Leke Dar Pe Aaun,
Apni Bhakti Ke Baba,
Phool Tujhko Chadhaun,
Ruthe Hai Baba,
Ruthe Hai Baba,
Aaunga Mein Manane Ko,
Hey Shiv Shankar Darshan De Do,
Apne Dewane Ko ॥

Kaise Dar Aaun,
Main Tere Darash Paane Ko,
He Shiv Shankar Darshan De Do,
Apane Dewane Ko,
Hey Shiv Shankar Darshan De Do,
Apane Dewane Ko ॥

कैसे दर आऊं, मैं तेरे दरश पाने को - भजन हिन्दी में पढ़ें

कैसे दर आऊं, मैं तेरे दरश पाने को, हे शिव शंकर दर्शन दे दो, अपने दीवाने को, हे शिव शंकर दर्शन दे दो, अपने दीवाने को ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..

Hey Ram, Hey Ram !

Hey Raam, Hey Raam, Jag Mein Sacho Tero Naam, Hey Raam, Hey Raam, Tu Hee Mata, Tu Hee Pita Hai

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP