Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Kaiya Dekh Lu Utha Ke Pallo Thane Main Sarkar (कईया देख लु उठा कै पल्लौ थाणै मैं सरकार: भजन)


Kaiya Dekh Lu Utha Ke Pallo Thane Main Sarkar
Kaiya Dekh Lu Utha Kai Pallau,
Thanai Main Sarkar,
Kaiyan Dekh Lu,
Sasu Ji Ke Sang Mein Aai,
Khatu Pahali Baar,
Kaiyan Dekh Lu Utha Kai Pallau,
Thanai Main Sarkar,
Kaiyan Dekh Lu ॥
Ghunghatiyo Mein Dikhe Koni,
Tharo Rup Salonon Ji,
Nandauli Ki Najren Dhedi,
Hauve Barambar,
Kaiyan Dekh Lu Utha Kai Pallau,
Thanai Main Sarkar,
Kaiyan Dekh Lu ॥

Ghunghat Ro Rivaaj Hai Mharai,
Thai Kyon Baitho Parde Mein,
Rang Gulal Lagane Aai,
Main Tharai Darbar,
Kaiyan Dekh Lu Utha Kai Pallau,
Thanai Main Sarkar,
Kaiyan Dekh Lu ॥

Mharai Bhi Hivdai Mein Bas Ja,
Jhanki Thari Sanwara,
Nishdin Tharan Darshan Paavun,
Dhyavun Saun Saun Baar,
Kaiyan Dekh Lu Utha Kai Pallau,
Thanai Main Sarkar,
Kaiyan Dekh Lu ॥

Thai to Jano Man Ki Sari,
Mharai Man Mein Khot Nahin,
Milake Ne ” Jalan ” Se Mhari,
Ho Gai Ankhiyan,
Kaiyan Dekh Lu Utha Kai Pallau,
Thanai Main Sarkar,
Kaiyan Dekh Lu ॥

Kaiya Dekh Lu Utha Kai Pallau,
Thanai Main Sarkar,
Kaiyan Dekh Lu,
Sasu Ji Ke Sang Mein Aai,
Khatoo Pahali Baar,
Kaiyan Dekh Lu Utha Kai Pallau,
Thanai Main Sarkar,
Kaiyan Dekh Lu ॥

कईया देख लु उठा कै पल्लौ थाणै मैं सरकार: भजन हिन्दी में पढ़ें

कईया देख लु उठा कै पल्लौ, थाणै मैं सरकार, कइयां देख लु, सासु जी के संग में आई, खाटू पहली बार...
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Radhe Radhe Japo Chale Aayenge Bihari

Radhe Radhe Japo Chale Ayenge Bihari, Radhe Radhe Rato Chale Ayenge Bihari, Ayenge Bihari Chale Ayenge Bihari, Radhe Radhe Japo Chale Ayenge Bihari ॥

Tu Hi Kanhaiya Tu Hi Lakhdatar Hai

Tu Hi Kanhaiya Tu Hi Lakhdatar Hai, Lakhdatar Hai Tu Lile Ka Sawar Hai, Sanware Teri to Lila Aprampar Hai, Mohana Tu Hi Lakhdatar Hai ।

Itni Kirpa Sanware Banaye Rakhna

Itni Kirpa Sanware Banaye Rakhna, Marte Dam Tak Seva Mein Lagaye Rakhna, Itni Kirpa Sanware ॥

Dhara Too Beh Rahi Hai

Dhara to Bah Rahi Hai, Shri Radha Naam Ki, Radha Radha Ratat Hi, Sab Vyadha Mit Jaye..

Mhara Kunj Bihari Krishna Murari

Mhara Kunj Bihari, Krishn Murari, Barsaane Baaga Mein Bole Mor ॥

Har Saans Me Ho Sumiran Tera

har saans me ho sumiran tera, yu bit jaaye jeevan mera, teri puja karte bite saanjh savera

Prabhu Soch Lo Jag Tumhe Kya Kahega

Prabhu Soch Lo Jag Tumhe Kya Kahega, Agar Tera Premi Dukhde Sahega, Prabhu Sochlon Jag Tumhe Kya Kahega ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP