Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Kar Do Dukhiyo Ka Dukh Dur O Baghambar Wale (कर दो दुखियो का दुःख दूर, ओ बाघम्बर वाले - भजन)


Kar Do Dukhiyo Ka Dukh Dur O Baghambar Wale
Kar Do Dukhiyo Ka Dukh Dur,
O Baghambar Wale,
Kar Do Prabhu Ji Beda Par,
O Shiv Shankar Bhole ॥
Koi chadhawe Shiv Ji Jal Ki Dhara,
Koi Chadhawe Kachcha Dudh,
O Baghambar Wale,
Kar Do Prabhu Ji Beda Par,
O Shiv Shankar Bhole ॥

Keshar Chandan Bel Ki Pattiyan,
Chawal Chadhaun Phal Phul,
O Baghambar Wale,
Kar Do Prabhu Ji Beda Par,
O Shiv Shankar Bhole ॥

Aak Dhatura Shiv Ji Bhog Lagat Hai,
Bhang Chadhaun Bharapur,
O Baghambar Wale,
Kar Do Prabhu Ji Beda Par,
O Shiv Shankar Bhole ॥

Nandi Re Gan Asavar O Shiv Ji,
Haath Lie Hai Trishul,
O Baghambar Wale,
Kar Do Prabhu Ji Beda Par,
O Shiv Shankar Bhole ॥

Gore Tan Par Bhasmi Ramave,
Gal Sarpo Ka Haar,
O Baghambar Wale,
Kar Do Prabhu Ji Beda Par,
O Shiv Shankar Bhole ॥

Baye Ang Maata Girija Biraaje,
Sang Mein Kartik Ganesh,
O Baghambar Wale,
Kar Do Prabhu Ji Beda Par,
O Shiv Shankar Bhole ॥

Kanchan Thaal Kapur Ki Bati,
Arati Karen Nar Naar,
O Baghambar Wale,
Kar Do Prabhu Ji Beda Par,
O Shiv Shankar Bhole ॥

Sewa Na Janu Baba Puja Na Janu,
Janu Shadashiv Ro Naam,
O Baghambar Wale,
Kar Do Prabhu Ji Beda Par,
O Shiv Shankar Bhole ॥

Ramdev Aaya Sharan Tumhari,
Bhole Sharan Pade Ki Rakho Laaj,
O Baghambar Wale,
Kar Do Prabhu Ji Beda Par,
O Shiv Shankar Bhole ॥

Arji Hamari Bhole Marji Tumhari,
Arji Ko Kar Do Manzur,
O Baghambar Wale,
Kar Do Prabhu Ji Beda Par,
O Shiv Shankar Bhole ॥

Kar Do Dukhiyo Ka Dukh Dur,
O Baghambar Wale,
Kar Do Prabhu Ji Beda Par,
O Shiv Shankar Bhole ॥

कर दो दुखियो का दुःख दूर, ओ बाघम्बर वाले - भजन हिन्दी में पढ़ें

कर दो दुखियो का दुःख दूर, ओ बाघम्बर वाले, कर दो प्रभुजी बेड़ा पार, ओ शिव शंकर भोले ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Pakadlo Bah Raghurai, Nahi Too Doob Jayenge

Pakad Lo Banh Raghurai, Nahin to Doob Jayenge । Dagar Ye Agam Anjani, Pathik Mai Mood Agyani । Sambhaloge Nahi Raghav..

Shri Man Narayan Narayan Hari Hari

Shriman Narayan Narayan Hari Hari , Teri Leela Sabse Nyari Nyari Hari Hari..

Hari Nam Nahi Too Jeena Kya

Hari Nam Nahin to Jeena Kya, Amrt Hai Hari Nam Jagat Mein

Bhajan Bina Chain Na Aaye Ram

Bhajan Bina Chain Na Aaye Ram, Koi Na Jane Kab Ho Jaye, Is Jeevan Ki Shaam ॥ Bolo Ram Ram Ram ॥

Jaha Le Chaloge Vahi Me Chalunga

Jahan Le Chaloge, Wahi Main Chalunga, Jahan Nath Rakh Loge, Wahi Main Rahunga । Ye Jeevan Samarpit, Charan Mein Tumhare,

Sare Jahan Ke Malik Tera Hi Aasara Hai

Sare Jahan Ke Malik, Tera Hi Aasra Hai, Raji Hain Hum Usi Mein, Jis Mein Teri Raja Hai...

Raghav Ji Tumhe Aisa Kisne Banaya

Aisa Sundar Swabhav Kahan Paya, Raghavji Tumhen Aisa Kisne Banaya । Par Nari Par Drshti Na Dali,

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP