Shri Krishna Bhajan

Lagan Tumse Laga Baithe Jo Hoga Dekha Jayega (लगन तुमसे लगा बैठे, जो होगा देखा जाएगा - भजन)


Lagan Tumse Laga Baithe Jo Hoga Dekha Jayega
Lagan Tumse Laga Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ।
Tumhen Apne Bana Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ॥
Kabhi Duniya Se Darte the,
Ke Chhup Chhup Yaad Karte the ।
Lo Ab Parda Utha Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ॥
॥ Lagan Tumse Laga Baithe… ॥

Kabhi Yah Khayal Tha Duniya,
Hamen Badnaam Kar Degi ।
Sharam Ab Bech Kha Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ॥
॥ Lagan Tumse Laga Baithe… ॥

Deewane Ban Gaye Tere,
To Phir Duniya Se Kya Matlab ।
Teri Charanon Mein Aa Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ॥
॥ Lagan Tumse Laga Baithe… ॥

Aisa Bol Kar Hi Ghar Se Nikle,
Kyunkiap Bhale Hi ।
Laakhon Ki Ghadi Haath Mein Kyun Na Pahne Ho ॥

Lagan Tumse Laga Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ।
Tumhen Apne Bana Baithe,
Jo Hoga Dekha Jayega ॥

लगन तुमसे लगा बैठे, जो होगा देखा जाएगा - भजन हिन्दी में पढ़ें

लगन तुमसे लगा बैठे, जो होगा देखा जाएगा। तुम्हें अपने बना बैठे, जो होगा देखा जाएगा॥
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanRadhashtami Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Vinti Sunle Anjani Ke Lala Hanuman Re

Vitani Sunale, Anjani Ke Laala Hanuman Re, Tumhai Sunaun, Dukh Se Bhari Ye Dashtan Re ॥

Bhajan: Kirpa Milegi Shri Ramji Ki

Kirpa Milegi Shri Ram Ji Ki, Bhakti Karo, Bhakti Karo, Daya Miligi Hanuman Ji Ki, Ram Japo, Ram Japo...

Ram Ka Pyara Hai Siya Dulara Hai Hanuman

Ram Ka Pyara Hai Siya Dulara Hai, Sankat Haara Hai, Hanuman Hanuman..

Daya Itni Karna Pawan Ke Dulare

Daya Itani Karna, Pawan Ke Dulare, Jhuke Shish Mera, Charan Mein Tumhare, Najara Mein Basi Hai, Tumhari Hi Surat, Sada Gun Mein Gaun, Kapivar Tumhare, Daya Itani Karna, Pawan Ke Dulare, huke Shish Mera, haran Mein Tumhare ॥

Jisne Di Hai Mujhe Pahchan Vo Anjani Ka Lala Hai

Jisane Di Hai Mujhe Pahachaan, Vo Anjani Ka Laala Hai, Jisase Parivaar Mera Khushahal,
Vo Anjani Ka Laala Hai, Jisane Di Hai Mujhe Pahachaan, Vo Anjani Ka Laala Hai ॥

Ayodhya Ram Ki Hai Waha Ram Virajenge

Ayodhya Ram Ki Hai, Waha Ram Virajenge, Ham Bhagwadhari Hai, Bas Ram Hi Gayengen, Mere Ram Ke Swagat Mein, Ayodhya Ko Sajayenge ॥

Hum Pe Chalaye Diye Tona

Ham Par Chalaye Diye Tona, Kishor Gor Sanvare Salona, Sanvare Salona,
Sanvare Salona, Ham Par Chalaye Diye Tona, Kishor Gor Sanvare Salona ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP