Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Hanuman Chalisa - Achyutam Keshavam -

Lori Sunaye Gaura Maiya (लोरी सुनाए गौरा मैया: भजन)


Lori Sunaye Gaura Maiya
Lori Sunaye Gaura Maiya,
Jhula jhule Gajanand,
Rimjhim Rimjhim Barse Badariya,
Rimjhim Rimjhim Barse Badariya,
Jhula Jhule Gajanand,
Lori Sunaye Gaura Maiya,
Jhula Jhule Gajanand ॥
Shiv Shankar Ka Damru Baje,
Narad Nache Nandi Nache,
Thandi Thandi Chale Purvaiya,
Thandi Thandi Chale Purvaiya,
Jhula Jhule Gajanand,
Lori Sunaye Gaura Maiya,
Jhula Jhule Gajanand ॥

Koe Pitambar Pahanaye,
Aankhon Mein Koe Kajara Lagaye,
Lage Na Deva Tumko Najariya,
Lage Na Deva Tumko Najariya,
Jhula Jhule Gajanand,
Lori Sunaye Gaura Maiya,
Jhula Jhule Gajanand ॥

Mangal Geet Yahaan Deviyaan Gaye,
Sur Nar Muni Sab Parb Manaye,
Khush Hai Niranjan Sari Duniya,
Khush Hai Niranjan Sari Duniya,
Jhula Jhule Gajanand,
Lori Sunaye Gaura Maiya,
Jhula Jhule Gajanand ॥

Lori Sunaye Gaura Maiya,
Jhula jhule Gajanand,
Rimjhim Rimjhim Barse Badariya,
Rimjhim Rimjhim Barse Badariya,
Jhula Jhule Gajanand,
Lori Sunaye Gaura Maiya,
Jhula Jhule Gajanand ॥

लोरी सुनाए गौरा मैया: भजन हिन्दी में पढ़ें

लोरी सुनाए गौरा मैया, झूला झूले गजानंद, रिमझिम रिमझिम बरसे बदरिया, रिमझिम रिमझिम बरसे बदरिया, झूला झूले गजानंद, लोरी सुनाए गोरा मैया, झूला झूले गजानंद ॥
Read Also

Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tera Jag Hai Kare Gunagaan Gajaanan Lambodar

Tera Jag Hai Karen Gungaan, Gajanan Lambodar, Lambodar Hey Lambodar, Lambodar Hey Lambodar,
Tu Jag Mein Sabse Mahan, Gajanan Lambodar, Tera Jag Hai Kare Gungaan, Gajanan Lambodar ॥

Gajanand Maharaj Padharo Kirtan Ki Taiyari Hai

Pratham Manaye Ganesh Ke, Dhyaoo Sharada Maat, Maat-Pita Guru Prabhu Charan...

Preet Main Puje Naam Tumhara

Preet Me Puje Naam Tumhara, Ganpati Jagat Khivaiya, Shiv Nandan Ab Aaj Hamari, Paar Lagana Naiyya, Jai Gauri Ke Lala ॥

Gaura Rani Ne Japi Aisi Mala

Gaura Rani Ne Japi Aisi Mala, Mila Hai dekho Damru Wala ॥

Japo Bum Bum Rato Bum Bum

Japo Bum Bum Rato Bum Bum, Mitenge Apne Sare Gam, Japo Bum Bum Rato Bum Bum, Mitenge Apne Sare Gam, Ye Bhole Ka Mahan Mantra, Ye Bhole Ka Mahan Mantra, Sada Ratte Rahenge Hum, Japo Bum Bum Rato Bum Bum, Mitenge Apne Sare Gam ॥

Bigdi Kismat Ko Banana Shiv Bhole Ka Kaam Hai

Bigdi Kismat Ko Banana, Shiv Bhole Ka Kaam Hai, Rote Ko Palme Hasaye, Shiv Bhole Ka Kaam Hai,
Bigdi Kismat Ko Banana, Shiv Bhole Ka Kaam Hai, Rote Ko Palme Hasaye, Shiv Bhole Ka Kaam Hai ॥

Shiv Hi Aadhar Hai Saare Sansar Ke

Shiv Hi Aadhar Hai Saare Sansar Ke, Gyani Logo Se Jakar Pata Kijiye, Chakr Aavagaman Ka Ye Ruk Jaega, Bhole Mahadev Ki Archana Kijiye, Shiv Hi Aadhar Hai Saare Sansar Ke, Gyani Logo Se Jakar Pata Kijiye ॥

Hanuman Chalisa -
Ram Bhajan -
×
Bhakti Bharat APP