Maa Gauri Ke Lal Gajanan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Gauri Shankar Ke Laal Gajanan ॥
Veer Ganpat Umaputra Pyaare,
Sari Shrashti Hai Tere Sahare,
Sari Shrashti Hai Tere Sahare,
Mangal Murti Hai Mushak Vahan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Maa Gauri Ke Lal Gajanan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Gauri Shankar Ke Laal Gajanan ॥
Mangal Karata Siddhidata Vinayak,
Buddhi Priyavakratund Muktidayak,
Buddhi Priyavakratund Muktidayak,
Bhakt Nache Bajate Hai Bajan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Maa Gauri Ke Lal Gajanan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Gauri Shankar Ke Laal Gajanan ॥
Vighnaharta Prabhu Vighnesh Ji,
Kasht Katon Mere Shree Ganesh Ji,
Kasht Katon Mere Shree Ganesh Ji,
Likhate Devendra Amit Mange Mangan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Maa Gauri Ke Lal Gajanan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Gauri Shankar Ke Laal Gajanan ॥
Maa Gauri Ke Lal Gajanan,
Aaj Aao Padharo Mere Aangan,
Gauri Shankar Ke Laal Gajanan ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!