Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Main Radha Vallabh Ki, Radha Vallabh Mere (मैं राधा वल्लभ की, राधा वल्लभ मेरे - भजन)

Main Radha Vallabh Ki, Radha Vallabh Mere
Main Radha Vallabh Ki, Radha Vallabh Mere
Main Radha Vallabh Ki, Radha Vallabh Mere
Main Radha Vallabh Ki, Radha Vallabh Mere
Ham Sada Sada Se Tere, Radha Vallabh Mere
Ham Sada Sada Se Tere
Main Radha Vallabh Ki, Radha Vallabh Mere

Tum Sada Sada Se Mere, Radha Vallabh Mere
Tum Sada Sada Se Mere, Radha Vallabh Mere
Main Radha Vallabh Ki, Radha Vallabh Mere

Ham Bhatak Chuke Bahutere, Radha Vallabh Mere
Ham Dukh Paye Bahutere, Radha Vallabh Mere
Main Radha Vallabh Ki, Radha Vallabh Mere

Ab Rakhiye Apne Nere, Radha Vallabh Mere
Ham Sada Sada Se Tere, Radha Vallabh Mere
Main Radha Vallabh Ki, Radha Vallabh Mere
Main Radha Vallabh Ki, Radha Vallabh Mere

Jai Jai Radha Vallabh Shri Hari Vansh Jai Jai Shri Vrindavan Shri Vanchand

Main Radha Vallabh Ki Radha Vallabh Mere
Main Radha Vallabh Ki Radha Vallabh Mere

मैं राधा वल्लभ की, राधा वल्लभ मेरे - भजन हिन्दी में पढ़ें

मैं राधा वल्लभ की, राधा वल्लभ मेरे, तुम सदा सदा से मेरे, राधा वल्लभ मेरे, तुम सदा सदा से मेरे..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanShri Shayam BhajanIskcon BhajanDevi Neha Saraswat Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kripa Karo Hey Shanidev

Kripa Karo Hey Shani dev, Kripa Karo Hey Shani dev, Majhadhar Mein Hai Naiyya, Majhadhar Mein Hai Naiyya Prabhu Paar Karo ॥

Patal Vijay Karke Aaye Ulte Hanuman Ji

Ulat Palat Kar Di Lanka, Veer Balban Ji, Patal Bijay Kar ke Aaye, Ulte Hanuman Ji, Jay Jay Shree Ram Ki,
Jay Hanuman Ki ॥

Ram Naam Tu Japle Re Bande Banenge Tere Kaam

Ram Naam Tu Jap Le Re Bande, Banenge Tere Kaam, Kyo Bhatake Nar Dagar Dagar, Antim Saty Hai Ram, Bolo Ram Ram Ram, Bolo Ram Ram Ram ॥

Japa Kar Baith Kar Bande Ram Ka Naam Pyara Hai

Japa Kar Baith Kar Bande, Ram Ka Naam Pyara Hai, Ram Ka Naam Pyara Hai, Prabhu Ka Naam Pyara Hai, Japa Kar Baith Kar Bande, Ram Ka Naam Pyara Hai ॥

Ram Janmabhoomi Par Jakar Jeet Ke Deep Jalayenge

Ram Janmbhoomi Par Jakar, Jeet Ke Deep Jalayenge, Kalyug Ke Ravan Ab Bhay Se, Apni Khair Manayenge ॥

Har Desh Me Tu Har Bhesh Me Tu

Har Desh Mein Tu, Har Bhesh Mein Tu, Tere Naam Anek Tu Ekhi Hai । Teri Rangbhoomi Yah Vishwa Bhara...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP