Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mere Bhole Baba Aa Gaya Sawan Ka Mela (मेरे भोले बाबा आ गया सावन का मेला: शिव भजन)


Mere Bhole Baba Aa Gaya Sawan Ka Mela
Mere Bhole Baba Aa Gaya Tera Sawan Ka Mela,
Lag Rahi Haridwar Mein Bhid Aa Rahaya Bhagato Ka Rela,
Bhole Damru Bajade Ikabe Aage Badake,
Mere Bhole Baba Aaja Nandi Pe Chad Ke ॥
Bhole Tere Haridwar Ki mahima Badi Nyari,
Har Saal Yahan Kawadiya Ki Bhid Lage Hai Bhari,
Ye To Phere Teri Mala Bhole Sanjha Tadke,
Mere Bhole Baba Aaja Nandi Pe Chad Ke ॥

Bam Bam Bol Ke Dhol Nagade Khub Bajate,
Hoke Mast Teri Masti Mein Bhole Rang Jamate,
Ye To nache Kude Gawe Tere Paya Mein Pad Ke,
Mere Bhole Baba Aaja Nandi Pe Chad Ke ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tino Lok Ke Palan Hari Hai Shankar Tripurari,
Sare Jag Mein Tere Naam Ki Gunj Rahi Kilkari,
Ye Bebi Tere Bhajan Likhe Moh Maya Chodke,
Mere Bhole Baba Aaja Nandi Pe Chad Ke ॥

मेरे भोले बाबा आ गया सावन का मेला: शिव भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरे भोले बाबा आ गया तेरा सावन का मेला, लग रही हरिद्वार में भीड़, आ रहया भगतो का रेला, भोले डमरू बजादे इकबे आगे बढ़के, मेरे भोले बाबा आजा नन्दी पे चढ़ के ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular Mere Bhole Baba Aa Gaya Sawan Ka Mela Video

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Chit Charno Mein Baba Ke Laga Le

Chit Charno Mein Baba Ke Laga Le Nasiba Tere Jag Jayege, Saye Apne Nasiba Jaga Le Nasiba Tere Jag Jayege ॥

Bhajan: Bhari Unki Ankho Mein Hai Kitni Karuna

Bhari Unki Ankho Mein Hai, Kitani Karuna, Jakar Sudama Bhikari Se Poochho...

Jai Bolo Jai Bolo Jai Hanuman Ki

Jai Bolo Jai Bolo Jai Hanuman Ki, Sankat Mochan Karuna Dayanidhan Ki, Hanuman Ki Jai Vidyavan Ki Jai...

Balaji Ki Duniya Diwani

Balaji Ki Duniya Diwani, Sab Hi Jane Inki Kahani, Karata Sabhi Ko Khushhal, Ram Gun Ga Ga Ke,
Karata Sabhi Ko Khushhal, Ram Gun Ga Ga Ke ॥

Ram Navmi Suhani Manbhavni Ram Ji Ko Sang Leke Aayi

Ram Navmi Suhani Man Bhavni, Ram Ji Ko Sang Leke Aai, Ram Janam Par Dharti Ko Ambar, Ram Janam Par Dharti Ko Ambar, Bheje Re Bheje Badhai Badhai, Chaitra Navami Kalyani Vardayani, Ram Ji Ko Sang Leke Aai ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP