Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mere Nath Kedara Tere Naam Ka Sahara (मेरे नाथ केदारा, तेरे नाम का सहारा - भजन)


Mere Nath Kedara Tere Naam Ka Sahara
Mere Nath Kedara,
Tere Naam Ka Sahara,
Tere Naam Ki Hai Joli,
Tere Naam Ka Gujara,
Rutha Achchha Nahin Laage Mera Kedara,
Nikla Hoon Aaj Mera Bhola Manane,
Tere Pahadon Pe Main,
Dhora Dharti Se Aaya,
Tujhko Manane Bholenath,
Meren Nath Kedara,
Tere Naam Ka Sahara ॥
Bahati Ganga Se Laaya Bhar Ke Kamandal,
Tujhko Nahlaane Bholenath,
Ganga Ki Dhaar Se Poochha Kidhar Kedara,
Rahata Kahaan Hai Mera Nath,
Neelkanth Ke Darshan Karke Kedara,
Pahuncha Hoon Sun Le Bhole Nath,
Unche Pahadon Wale,
Pairon Mein Pad Gaye Chhaale,
Aaya Manane Tujhko Nath,
Meren Nath Kedara,
Tere Naam Ka Sahara ॥

Din Bhar Main Bhole Teri Bhaang Ragdunga,
Damru Bajaoon Tere Sath,
Meri Ye Duniya Saari Duniya Ko De De,
Mujhko Mile Bas Tera Sath,
Swarg Se Pyara Laage Mujhko Kedara,
Charnon Mein Rakh Le Bhole Naath,
Sir Par Chanda Chamkaara,
Us Par Ganga Ki Dhara,
Tujhsa Na Koi Pyara Nath,
Meren Nath Kedara,
Tere Naam Ka Sahara ॥

Mere Nath Kedara,
Tere Naam Ka Sahara,
Tere Naam Ki Hai Joli,
Tere Naam Ka Gujara,
Rutha Achchha Nahin Laage Mera Kedara,
Nikala Hoon Aaj Mera Bhola Manane,
Tere Pahadon Pe Main,
Dhora Dharti Se Aaya,
Tujhko Manane Bholenath,
Meren Nath Kedara,
Tere Naam Ka Sahara ॥

मेरे नाथ केदारा, तेरे नाम का सहारा - भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरे नाथ केदारा, तेरे नाम का सहारा, तेरे नाम की है जोली, तेरे नाम का गुजारा, रुठा अच्छा नहीं लागे मेरा केदारा, निकला हूं आज मेरा भोला मनाने, तेरे पहाड़ों पे मैं, धोरा धरती से आया, तुझको मनाने भोलेनाथ, मेरें नाथ केदारा, तेरे नाम का सहारा ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling Bhajan

Other Popular Mere Nath Kedara Tere Naam Ka Sahara Video

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Maat Ang Chola Saje Har Rang Chola Saje

Maat Ang Chola Saje, Har Rang Chola Saje Maat Ki Mahima Dekho, Jyot Din Raina Jage

Jhumar Jhalke Amba Na Gora Gaal Pe Re

Ai Bhi Re Bhi Re, Kumhara Tane Vinavu Re, Mhari Mata Saaru, Deevda Lai Aavjo Re, Jhumar Jhalke Amba Na, Gora Gaal Pe Re ॥

Mhari Dadi Jagat Sethani

Mhari Dadi Jagat Sethani, Mharo Moj Kare Paribar, Mahri Dadi Ji, Mang Leva Dadi Se Jad Bhi,
Mang Leva Dadi Se Jad Bhi, Pade Koi Darkar, Mahri Dadi Ji, Mhari Dadi Jagat Sethani, Mharo Moj Kare Paribar, Mahri Dadi Ji ॥

Mere Kanth Baso Maharani

Mere Kanth Baso Maharani, Na Mein Janu Puja Teri, Na Mein Janu Mahima Teri, Main Murakh Agyani,
Mere Kanth Baso Maharani ॥

Jagdamba Ghar Mein Diyara

Jagdamba Ghar Mein Diyara Baar Aini He, Sone Surahi Gangajal Paani

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP