महा शिवरात्रि - Maha Shivaratri
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mere Ujjain Ke Mahakal (मेरे उज्जैन के महाकाल: भजन)


Mere Ujjain Ke Mahakal
Teri Hove Jai Jaikar,
Mere Ujjain Ke Mahakal,
Ujjain Ke Mahakal Mere,
Ujjain Ke Mahakal,
Teri Hoven Jai Jaikar,
Mere Ujjain Ke Mahakal ॥
Mahakal So Naam Nahin,
Aur Ujjain So Koi Dhaam,
Mahakal So Naam Nahin,
Aur Ujjain So Koi Dhaam,
Kar Le Mere Mahakal Ki Bhakti,
Ho Jaye Sab Kaam,
Kar Le Mere Mahakal Ki Bhakti,
Ho Jaye Sab Kaam,
Unko Kar De Beda Paar,
Jo Aave Hai Thaare Dwar,
Teri Hoven Jai Jaikar,
Mere Ujjain Ke Mahakal ॥

Ujjain Ke Ho Raaja,
Mere Mahakal Sarkar,
Ujjain Ke Ho Raja,
Mere Mahakal Sarkar,
Mujhe De Do Apni Naukri,
Mere Khul Jaye Sab Bhaag,
Mujhe De Do Apni Naukri,
Mere Khul Jayen Sab Bhaag,
Yo Kishan Bhagat Bhi Baba,
Tere Aayo Hai Darbaar,
Teri Hoven Jai Jaikar,
Mere Ujjain Ke Mahakal ॥

Zindagi Ek Dhua Hai Bhai,
Jaane Kahan Tham Jayega,
Zindagi Ek Dhuaan Hai Bhai,
Jaane Kahaan Tham Jayega,
Aaja Mere Mahakal Ki Nagri,
Jeevan Saphal Ho Jayega,
Aaja Mere Mahakal Ki Nagri,
Jeevan Saphal Ho Jayega,
Unako Kar De Bedo Paar,
Baba Jape Jo Thaaro Naam,
Teri Hoven Jai Jaikar,
Mere Ujjain Ke Mahakal ॥

Teri Hove Jai Jaikar,
Mere Ujjain Ke Mahakal,
Ujjain Ke Mahakal Mere,
Ujjain Ke Mahakal,
Teri Hoven Jai Jaikar,
Mere Ujjain Ke Mahakal ॥

मेरे उज्जैन के महाकाल: भजन हिन्दी में पढ़ें

तेरी होवे जय जयकार, मेरे उज्जैन के महाकाल, उज्जैन के महाकाल मेरे, उज्जैन के महाकाल, तेरी होवें जय जयकार, मेरे उज्जैन के महाकाल ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular Mere Ujjain Ke Mahakal Video

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Kailasho Ke Vasi

Shiv Kailasho Ke Vasi, Dhauli Dharon Ke Raja, Shankar Sankat Ko Harna, Shankar Sankat Ko Harna ॥

Aditya Hridaya Stotra - Aditya Hridaya Stotra
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP