Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Meri Binti Yahi Hai Radha Rani (मेरी विनती यही है! राधा रानी: भजन)


Meri Binti Yahi Hai Radha Rani
Meri Binti Yahi Hai Radha Rani
Kripa Barsae Rakhna
Hai Kripa Barsae Rakhna
॥ Hai Maharani Kripa Barsae… ॥
Meri Binti Yahi Hai Radha Rani...
Ho Mujhe Tera Hi Sahara Maharani
Charno Se Liptaye Rakhna,
Kripa Barsae Rakhna
॥ Hai Maha Rani Kripa Barsae... ॥

Chhod Duniya Ke Jhoothe Nate Sare
Kishori Tere Dar Pe Aa Gaya,
Kripa Barsae Rakhna
॥ Hai Maha Rani Kripa Barsae... ॥

Mainne Tumko Pukara Brjrani
Jag Se Bachaye Rakhna,
Kripa Barsae Rakhna
॥ Hai Maha Rani Kripa Barsae... ॥
Shri Radhe, Shri Radhe, Shri Radhe
Shri Radhe, Shri Radhe, Shri Radhe

In Sasson Ki Mala Mein
Sada Hi Tera Naam Simroon
Lagi Lagan Shri Radha Naam Vali
Lagan Ye Lagaye Rakhna,
Kripa Barsae Rakhna
॥ Hai Maha Rani Kripa Barsae... ॥
Shri Radha, Shri Radha, Shri Radha
Shri Radha, Shri Radha, Shri Radha

Tere Naam Ke Rang Mein Rang Ke
Main Dolun Brajgaliyan Mein
Hai Radha Rani Hai Maha Rani
Kahen Chitr Vichitr Shyama Pyari
Vrindavan Basaye Rakhna,
Kripa Barsae Rakhna
॥ Hai Maha Rani Kripa Barsae... ॥
Shri Radha, Shri Radha, Shri Radha
Shri Radha, Shri Radha, Shri Radha

मेरी विनती यही है! राधा रानी: भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरी विनती यही है राधा रानी, कृपा बरसाए रखना, कृपा बरसाए रखना...
Read Also

Bhajan Janmashtami BhajanRadhashtami BhajanShri Krishna BhajanJanmashtami BhajanShri Radha Rani BhajanChitralekhaji Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Prabhu Sweekaro Mere Paranam

Sukh-varan Prabhu, Narayan Hai! Sweekaro Mere Pranaam

Dekh Liya Sansar Hamne Dekh Liya

Dekh Liya Sansar Humne Dekh Liya, Sab Matlab Ke Yaar Humne Dekh Liya |

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari

Kab Darshan Denge Ram Param Hitkari Kab Darshan Denge Ram Din Hitkari, Rasta Dekhat Shabari Ki Umr Gayi Sari

Ek Bar Jo Raghubar Ki Nazron Ka

Ek Baar Jo Raghubar Ki, Najro Ka Ishara Ho Jaye, Teri Lagan Mein Kho Jaoon Main, Duniya Se Kinara Ho Jaye ॥

Mere Ram Itni Kripa Karna Beete Jeevan Tere Charno Me

Mere Ram Itni Kirpa Karna, Beete Jeevan Tere Charnon Mein ॥

Rajiv Lochan Ram Aaj Apne Ghar Aaye

Rajeev Lochan Ram, Aaj Apne Ghar Aaye, Kan Kan Pulakit, Purjan Harshit, Nagar Gao Sab Bajan Badhai, Rajeev Lochan Ram, Aaj Apne Ghar Aaye ॥

Paap Bad Gaya Hai Kuch To Kaam Kijiye

Paap Bad Gaya Hai, Kuch To Kaam Kijiye, Roj Roj Ram Ji Ka, Naam Lijiye ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP