Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Padhare Mere Raghunandan (पधारे मेरे रघुनन्दन: भजन)


Padhare Mere Raghunandan
Raghupati Raghav Raja Ram
Patit Paavan Sita Ram...
Man Jhoom Utha Lagi Hai Lagan
Padhare Mere Raghunndan,
Man Jhoom Utha Lagi Hai Lagan...
Barso Baad Yeh Shubh Din Aaya-२
Shubh Din Aaya Yeh Shubh Din Aaya
Shubh Din Aaya...
Sita Hanumat Hai Saath Lakhan
Padhare Mere Raghunndan...

Ram Ka Hoga Raj Jagat Men-२
Raj Jagat Mein Haan Raj Jagat Men
Raj Jagat Men...
Bat Dekh Rahe the Yeh Nayan
Padhare Mere Raghunndan…
Bhaktibharat Lyrics

Saraswati Maa Veena Bajaye-२
Veena Bajae Maa Veena Bajaye
Veena Bajaye...
Veena Baje Maa Ka Raag Yaman
Padhare Mere Raghunndan...

Hath Mein Damru Panv Mein Ghungharu-२
Paon Mein Ghunghru Haath Mein Damru
Bandh Ke Ghungharu...
Shiv Naach Rahe Mast Magan
Mere Ram Ram...
Shiv Naach Rahe Mast Magan
Padhare Mere Raghunndan...

Devi Devta Naach Rahe Han-२
Nach Rahe Hain Jhoom Rahe Han
Nach Rahe Han...
Dharti Chand Sitare Yeh Gagan
Padhare Mere Raghunndan...

Ahobhagya Hai Hum Deenon Ke-२
Ham Deenon Ke Haan Hum Deenon Ke
Ham Deenon Ke...
Hue Bhaktibharat Jo Hari Darshan
Padhare Mere Raghunndan,

Man Jhoom Utha Lagi Hai Lagan
Padhare Mere Raghunndan...

पधारे मेरे रघुनन्दन: भजन हिन्दी में पढ़ें

रघुपति राघव राजा राम, पतित पावन सीता राम...मन झूम उठा लागी है लगन, पधारे मेरे रघुनन्दन..
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanBhagwan Ram Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

O Mangalkari Charno Mein Shat Shat Pranam

Mahima Ka Teri, Kese Karun Bakhan, O Mangalkari, Charanon Main Sat Sat Pranam ॥

Prabhu Ram Ka Banke Deewana

Prabhu Ram Ka Banake Deewana, Chhamachham Nache Veer Hanumana, Ke Ram Siyaram Japata Hai,
Mast Magan Rahata Hai, Ke Ram Siyaram Japata Hai, Mast Magan Rahata Hai ॥

Anjani Sut Kesari Nandan Ne

Anjanisut Kesari Nandan Ne, Shree Ram Ke Karaj saare Hai, sampurn Ramayan Sakshi Hai,
Pag Pag Pe Sankat Taare Hai, Anjanisut Kesari Nandan Ne, Shree Ram Ke Karaj Saare Hai ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP