Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Padharo Mhare Angana Ji (पधारों म्हारे अंगना जी - भजन)


Padharo Mhare Angana Ji
Doha
O Shankar Sut Gauri's Lala,
Hum Kare Tumhara Dhyan,
Aake Gajanan Darshan Dikha Do,
Rakh Lo Hum Bhakto Ka maan ॥
Aao Aao Ganpati Maharaj,
Padharo Mhare Angna Ji,
Kabse Rasta Rahe Hai Nihar,
Kabse Rasta Rahe Hai Nihar,
Padharo Mhare Angna Ji,
Aao Aao Ganpati Maharaj,
Padharo Mhare Angna Ji ॥

Phoolon Se Thaara Darabar Sajaya,
Chandan Chauki Pe Asan Lagaya,
Aao aao virajo Gauri Laal,
Padharo Mhare Angna Ji,
Aake Humako Bhi Kar Do Nihaal,
Padharo Mhare Angna Ji,
Aao Aao Ganpati Maharaj,
Padharo Mhare Angna Ji ॥

Riddhi Siddhi Tum Leke Aana,
Shiv Sang Maa Gaura Ko Bhi Laana,
Puri Karna Humara Murad,
Karo Akhiyon Ka Sapana Sakar,
Padharo Mhare Angna Ji,
Aao Aao Ganpati Maharaj,
Padharo Mhare Angna Ji ॥

Modak Laddu Mewa Barphi,
Bhog Lagaun Swekaro Mhari arji,
Thari Hum To Kare Jay Jayakar,
Karo Akhiyon Ka Sapana Sakar,
Padharo Mhare Angna Ji,
Aao Aao Ganpati Maharaj,
Padharo Mhare Angna Ji ॥

Jabase Pade Shubh Charan Tumhare,
Jaag Uthe Hai Bhagya Humare,
Pa ke Darshan Tumhare Ganraj,
Badhi Hai Shobha Angana Ki,
Yun Hi Muse Pe Ho Ke Sawar,
Padharo Mhare Angna Ji,
Aao Aao Ganpati Maharaj,
Padharo Mhare Angna Ji ॥

Gajmukh Tera Roop Ye Bhaye,
Mangalakari Tu Kahalaye,
‘Rajesh’ Ka Karo Beda Paar,
Aao Aao Ganpati Maharaj,
Padharo Mhare Angna Ji ॥

Aao Aao Ganpati Maharaj,
Padharo Mhare Angna Ji,
Kabse Rasta Rahe Hai Nihar,
Kabse Rasta Rahe Hai Nihar,
Padharo Mhare Angna Ji,
Aao Aao Ganpati Maharaj,
Padharo Mhare Angna Ji ॥

पधारों म्हारे अंगना जी - भजन हिन्दी में पढ़ें

आओ आओ गणपति महाराज, पधारों म्हारे अंगना जी, कबसे रस्ता रहे है निहार, कबसे रस्ता रहे है निहार, पधारों म्हारे अंगना जी, आओ आओ देवों के सरताज, पधारों म्हारे अंगना जी ॥
Read Also

Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥

Kripa Kare Raghunath Ji Mhane Sat Deve Sita Mata

Krupa Karo Raghunath Ji, Mhane Sat Deve Sita Mata, Shree Balaji Maharaj, Mhare Bal Buddhi Ra Data ॥

Krishna Jinka Naam Hai Gokul Jinka Dham Hai Bhajan

Krishn Jinka Naam Hai, Gokul Jinka Dham Hai, Aise Shri Bhagwan Ko

Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP