Preet Me Puje Naam Tumhara,
Ganpati Jagat Khivaiya,
Shiv Nandan Ab Aaj Hamari,
Paar Lagana Naiyya,
Jai Gauri Ke Lala ॥
Khajrana Me Aan Biraje,
Ye Mere Ganraj Re,
Riddhi Siddhi Ke Data Dekho,
Ye Mere Maharaj Re,
Tum Hi Din Bandhu Dukh Harta,
Tum Hi Sarv Jagat Ke Karta,
Aan Virajau Bichhi Hui Hai,
Aashaon Ki Chhaiya,
Shiv Nandan Ab Aaj Hamari,
Paar Lagana Naiyya,
Jai Gauri Ke Lala ॥
Lekar Dwar Tumhare Aaye,
Ye Phoolon Ki Mala,
Dekho Humko Bhool Na Jana,
Tu Sabka Rakhwala,
Tumhi Din Bandhu Dukh Harta,
Tum Hi Sarv Jagat Ke Karta,
Aan Virajau Bichhi Hui Hai,
Aashaon Ke Chhaiya,
Shiv Nandan Ab Aaj Hamari,
Paar Lagana Naiyya,
Jai Gauri Ke Lala ॥
Bhakti Ka Gyan Dede Humko,
Shakti Ki Ikchha Dede,
Nas Nas Me Ho Prem Bhavna,
Aisi Ichchha De De,
Tumhi Din Bandhu Dukh Harta,
Tum Hi Sarv Jagat Ke Karta,
Aan Virajau Bichhi Hui Hai,
Aashaon Ki Chhaiya,
Shiv Nandan Ab Aaj Humari,
Paar Lagana Naiyya,
Jai Gauri Ke Lala ॥
Preet Me Puje Naam Tumhara,
Ganpati Jagat Khivaiya,
Shiv Nandan Ab Aaj Hamari,
Paar Lagana Naiyya,
Jai Gauri Ke Lala ॥