Download Bhakti Bharat APP
Hanuman Chalisa - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Durga Chalisa - Ram Bhajan -

Rajdulaari: Tu Mahalon Main Rahne Wali (राजदुलारी: तू महलों में रहने वाली)


Rajdulaari: Tu Mahalon Main Rahne Wali
Tu Mahalon Mein Rahne Wali
Main Jogi Jatta Dhari Hun
Tera Mera Mel Mile Na
Rahta Atal Atari Hun
Tu Mahalon Mein Rahne Wali
Main Jogi Jatta Dhari Hun
Tera Mera Mel Mile Na
Rahata Atal Atari Hun

Parvat Pe Main Kar Gujara
Mera Koi Ghar Baar Nahin
Byah Karke Mere Se Mile
Sas Sasur Ka Pyar Nahin

Tu Sejo Pe Sone Vali
Yahan Khatiya Palang Niwas Nahin
Tu Mangegi Kahan Se Dunga
Shisha Har Shringar Nahin

Tujhe 56 Bhog Ki Adat Hai
Main Bilkul Pet Pujari Hun
Tera Mera Mel Mile Na
Rahata Atal Atari Hun

Tere Pyar Mein Hoi
Main Diwani Are Shambhu
Tere Pyar Mein Hoi
Main Diwani

Tere Pyar Mein Hoi
Main Diwani Are Shambhu
Tere Pyar Mein Hoi
Main Diwani

Tere Pyar Mein Hoi
Main Diwani Are Shambhu
Tere Pyar Mein Hoi
Main Diwani

Tere Pyar Mein Hoi
Main Diwani Are Shambhu
Tere Pyar Mein Hoi
Main Diwani

Brahma Se Tu Byah Karle
Brahmani Ban Javegi
Indra Se Tu Byah Karwale
Indrani Ban Javegi

Vishnu Se Tu Byah Karle
Patrani Ban Javegi
Mere Sang Mein Byah Ki Hat Se
Teri Hani Ban Javegi

Tu Raja Himachal Ki Ladali
Main Shambhu Shan Vihari Hun
Tera Mera Mel Mile Na
Rahata Atal Atari Hun

Tu Mahalon Mein Rahne Wali
Main Jogi Jatta Dhari Hun
Tera Mera Mel Mile Na
Rahata Atal Atari Hun

Tu Soni Main Sundar Na Hun
Pita Ghot Ke Bhanga Hun
Jata Jut Bhi Kal Kut Bhi
Masti Mein Mast Malanga Hun

Roz Ladegi Teri Sautan
Rakhta Shish Pe Ganga Hun
Dekh Dekh Tera Dam Niklega
Liptaye Kai Bhujanga Hun

Na Khane Ko Na Pine Ko
Naam Ka Shiv Bhandari Hun
Tera Mera Mel Mile Na
Rahata Atal Atari Hun

Tu Mahalon Mein Rahne Wali
Main Jogi Jatta Dhari Hun
Tera Mera Mel Mile Na
Rahata Atal Atari Hun

Mahadev Shiv Sain Maheshwar Shambhu
Har Har Shiv Sain Shankar Shambhu
Sat Sain Shankar Shambhu

Das Nahin Rang Ras Nahin
Kaise Mann Bahlavegi
Thandi Barph Pe Sona Hoga
Sardi Mein Tu Thar Jayegi

Hath Mein Pad Jayenge Chhale
Bhang Ka Ghota Lavegi
Mere Pas Koi Nahin Savari
Tu Pihar Kaise Javegi

Tere Man Ka Kamal Khile Na
Ardhapurush Ardhanari Hun
Tera Mera Mel Mile Na
Rahata Mast Malanga Hun

Tu Mahalon Mein Rahne Wali
Main Jogi Jatadhari Hun
Tera Mera Mel Mile Na
Rahata Atal Atari Hun

Tere Pyar Mein Hoi
Main Diwani Are Shambhu
Tere Pyar Mein Hoi
Main Diwani

Tere Pyar Mein Hoi
Main Diwani Are Shambhu
Tere Pyar Mein Hoi
Main Diwani

Main Chup Hokar Bhi Har Bat Hun
Main Din Hokar Bhi Andheri Rat Hun
Tu Chinta Mat Kar Meri Gora
Main Dur Hokar Bhi Tere Sath Hun
Main Dur Hokar Bhi Tere Sath Hun

राजदुलारी: तू महलों में रहने वाली हिन्दी में पढ़ें

तू महलों में रहने वाली, मैं जोगी जट्टा धारी हूँ, तेरा मेरा मेल मिले ना, रहता अटल अटारी हूँ..
Read Also

Bhajan Shiv BhajanGauri Shankar BhajanParvati BhajanMaa Parvati BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanBhole BhajanHariyanvi BhajanNew BhajanHansraj Raghuwanshi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Follow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye

Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye, Bol Meri Maiya Tujhe Kya Kaha Jaye ॥

Aaj Hai Jagrata Mai Ka Maa Ko Mana Lena

Aaj Hai Jagrata Mai Ka, Maan Ko Mana Lena, Are Ai Bhaiya Ji, Jara Taali Baja Lena, Hath Utha Ke Jor Laga, Jaikare Laga Lena, Are Ai Bahana Ji, Jara Taali Baja Lena ॥

Dware Chaliye Maiya Ke

Dware Chaliye Maiya Ke, Dware Chaliye, Le Aaya Sawan Ka Mahina, Lene Nazaare Chaliye, Dware Chaliye Maiya Ke, Dware Chaliye ॥

Aaye Maiya Ke Navrate

Aaye Maiya Ke Navrate, Ho Rahe Ghar Ghar Mein, Ho Rahe Ghar Ghar Mein Jagrate, Rijhate Maiya Ko, Rijhaye Maiya Ko Jhoomte Gaate, Goonj Rahi Bhakto Ki, Goonj Rahi Bhakto Ki Jai Jaikar, Saja Hai Mata Ka, Saja Hai Mata Ka Darbar ॥

Drashti Hum Par Daya Ki Maa Dalo

Drashti Hum Pe Daya Ki Maa Dalo, Badi Sankat Ki Aai Ghadi Hai । Dwar Par Tere Hum Bhi Khade Hai,

Jeen Bhawani Maa

Jin Bhawani Maan, Thari Mahima Nyari Hai, Thane Puje Duniya Saari Hai ॥

Hanuman Chalisa -
Ram Bhajan -
×
Bhakti Bharat APP