Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ram Naam Ki Loot Hai (राम भजन - राम नाम की लूट है)


Ram Naam Ki Loot Hai
Shri Ram, Jai Ram,Jai Jai Ram
Shri Ram, Jai Ram,Jai Jai Ram
Shri Ram, Jai Ram,Jai Jai Ram
Shri Ram, Jai Ram,Jai Jai Ram
Tere Man Mein Ram, Tan Mein Hai Ram,
Hai Rom Rom Mein Ram Re,
Ram Sumeer Le, Dhyan Laga Le,
Chhod Jagat Ke Kaam Re ।

Ram Naam Ki Loot Hai, Pyare Loot Le
Pachhtaiyo Na, Pran Jayen Jab Chhoot Re

Ram Naam Ki Loot Hai, Pyare Loot Le
Pachhtaiyo Na, Pran Jayen Jab Chhoot Re

Maya Mein Tu Uljha Uljha,
Dar-Dar Dhool Udaye,
Ab Kyun Karta Man Bhaari,
Jab Maya Sath Chhudaye ।
Daud Dhoop Mein Hi Saara Din Beet Gaya,
Beet Na Jaye Jeevan Ki Ab Shaam Re,

Ram Naam Ki Loot Hai, Pyare Loot Le
Pachhataiyo Na, Pran Jayen Jab Chhoot Re

Ram Naam Ki Loot Hai, Pyare Loot Le
Pachhataiyo Na, Pran Jayen Jab Chhoot Re

Chhah Lutere Tan Ke Bheetar Daale Baithe Dera
Kaam, Krodh, Mad, Lobh, Moh, Matsaray Ne Kaisa Ghera
Bhool Gaya Gar Ram Ram Ratna Pyare,
Karta Rah Jayega Bhautik Kaam Re,
Bolo Ram, Bolo Ram, Bolo Ram Ram Ram ।

Shri Ram, Jai Ram,Jai Jai Ram
Shri Ram, Jai Ram,Jai Jai Ram

Ram Naam Ki Loot Hai, Pyaare Loot Le
Pachhataiyo Na, Pran Jayen Jab Chhoot Re

Ram Naam Ki Loot Hai, Pyare Loot Le
Pachhataiyo Na, Pran Jayen Jab Chhoot Re

Tere Man Mein Ram, Tan Mein Hai Ram,
Hai Rom Rom Mein Ram Re,
Ram Sumeer Le, Dhyan Laga Le,
Chhod Jagat Ke Kaam Re ।
Bhaktibharat Lyrics

Ram Naam Ki Loot Hai, Pyare Loot Le
Pachhataiyo Na, Pran Jayen Jab Chhoot Re

Ram Naam Ki Loot Hai, Pyare Loot Le
Pachhataiyo Na, Praan Jayen Jab Chhoot Re

राम भजन - राम नाम की लूट है हिन्दी में पढ़ें

राम नाम की लूट है, प्यारे लूट ले, पछताइयो ना, प्राण जाएँ जब छूट रे...
Read Also

Bhajan Ayodhya BhajanDiwali BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanISKCON BhajanMadhavas Rock Band Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Koi Lakh Kare Chaturayi

Koi Lakh Kare Chaturayi, Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai, Jara Samjho Iski Sachchai Re |

Bhajan: Amrit Bela Geya Aalasi So Raha Ban Aabhaga

Bela Amrit Gaya, Aalsi so Raha, Ban Abhaga, Sathi Sare Jage, Tu Na Jaga...

Saj Dhaj Kar Jis Din Maut Ki Sahjadi Aayegi

Sajdhaj Kar Jis Din, Maut Ki Shahajadi Aayegi, Na Sona Kaam Aayega

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon

Sukh Duhkh Donon Rahte Jis Mein | Jeevan Hai Vo Gaon | Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi

Kabhi Pyaase Ko Paani Pilaaya Nahin, Baad Amrit Pilane Se Kya Phaayada । Kabhi Girate Hue Ko Uthaya Nahi,

Bhajan: Duniya Banane Wale Mahima Teri Nirali

Duniya Banane Wale Mahima Teri Nirali । Chanda Banaya Sheetal Sooraj Mein Aag Dali ।

Har Baat Ko Tum Bhulo Bhale Maa Bap Ko Mat Bhulna

Har Baat Ko Bhoolo Magar, Maan Baap Mat Bhoolana, Upakaar Inake Laakhon Hai, Is Baat Ko Mat Bhoolana

Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP