महा शिवरात्रि - Maha Shivaratri
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Shambhu Mera Tu Hi Tu (शम्भू मेरा तू ही तू: शिव भजन)


Shambhu Mera Tu Hi Tu
Shambhu Ki Masti Mein Maan Ko Dubaya,
Shambhu ki Maya Mein Dil Ko Lagaya,
Shambhu Ki Chaya Mein Khud Ko Basaya,
Shambhu Ko Apana Haath Thamaya,
Shambhu Har Rag Mein Hai Tu hi Tu,
Har Kaan Mein Mein Tu Hi Tu,
Jahan Bhi Dekhun Hardam Harpal Dikhata Bas Tu Hi Tu,
Shambhu Mera Tu Hi Tu Rag Rag mein Tu Hi Tu ॥
Sabki Dua Ko Sunta Shambhu,
Har Dard Ka Marham Shambhu,
Bikhare Ko Jode Shambhu,
Sukh Dukh Ka Sathi Shambhu,
Hai Sare Jahan Mein Shambhu,
Mere Bhi kar Bhi Shambhu,
Tere Bhi Kar Shambhu,
Kahi Bhi Jaun Kahin Bhi Dekhun Milta Bas Tu Hi Tu,
Shambhu Mera Tu Hi Tu Rag Rag mein Tu Hi Tu ॥
BhaktiBharat Lyrics

Meine Jab Se Hosh Sambhala,
Mein Shambhu Shambhu Bolun,
Mere Haath Mein Shiv Ki Mala,
Mere Saath Hai Damru Vala,
Kyun Na Shiv Shambhu Bolun,
Hai Chand Sitare Shambhu,
Hai Damru Nagada Shambhu,
Nadiyon Ki Dhara Shambhu,
Kudrat Ka Najara Shambhu,
Hai Ruh Ka Sahara Shambhu,
Hai Pyar Hamara Shambhu,
Jis Pal Koi Kaan Na Aaya Us Pal Bhi Bas Tu Hi tu,
Shambhu Mera Tu Hi Tu Rag Rag mein Tu Hi Tu ॥

शम्भू मेरा तू ही तू: शिव भजन हिन्दी में पढ़ें

शम्भू की मस्ती में मन को डुबाया , शम्भू की माया में दिल को लगाया , शम्भू की छाया में खुद को बसाया , शम्भू को अपना हाथ थमाया, शम्भू हर रग में है तू ही तू , हर कण में तू ही तू, जहां भी देखूं हरदम हरपल दिखता बस तू ही तू, शम्भू मेरा तू ही तू रग रग में तू ही तू ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSomvati Amavasya BhajanTeej BhajanHariyali Teej BhajanHaritalika Teej Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Kailasho Ke Vasi

Shiv Kailasho Ke Vasi, Dhauli Dharon Ke Raja, Shankar Sankat Ko Harna, Shankar Sankat Ko Harna ॥

Aditya Hridaya Stotra - Aditya Hridaya Stotra
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP