Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Sharan Mein Hum Tumhare Aa Pade Hai (शरण में हम तुम्हारे आ पड़े है: भजन)


Sharan Mein Hum Tumhare Aa Pade Hai
Sharan Main Hum Tumhare Aa Pade hai,
O Bhole Teri Dwar Aa Pade Hai,
Sharan Main Hum Tumhare Aa Pade Hai,
O Baba Tere Dwar Aa Pade Hai ॥
Bhagat Ke Dil Ko Yun Na Tod Dena,
Nirasa Kar Prabhu Na Chod Dena,
Bahut Hi Gam Ke Mare Aa Pade Hai,
Sharan Main Hum Tumhare Aa Pade Hai,
O Baba Tere Dwar Aa Pade Hai ॥

Hume Bhi Apane Sewa Main laga Lo,
Charan Ka Apane Sewak Tum Bana Lo,
Jagat Ke Besahare Aa Pade Hai,
Sharan Main Hum Tumhare Aa Pade Hai,
O Baba Tere Dwar Aa Pade Hai ॥

Phasi Hai Naav ‘Sharma’ Ki Nikalo,
Sahaara Deke ‘Lakkha’ Ko Bacha Lo,
Lo Jholi Ko Pasaare Aa Pade Hai,
Sharan Main Hum Tumhare Aa Pade Hai,
O Baba Tere Dwar Aa Pade Hai ॥

Sharan Main Hum Tumhare Aa Pade hai,
O Bhole Teri Dwar Aa Pade Hai,
Sharan Main Hum Tumhare Aa Pade Hai,
O Baba Tere Dwar Aa Pade Hai ॥

शरण में हम तुम्हारे आ पड़े है: भजन हिन्दी में पढ़ें

शरण में हम तुम्हारे आ पड़े है, ओ भोले तेरे द्वारे आ पड़े है, शरण में हम तुम्हारे आ पड़े हैं, ओ बाबा तेरे द्वारे आ पड़े है ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

Other Popular Sharan Mein Hum Tumhare Aa Pade Hai Video

By Rishav Thakur, Ayachi Thakur, Maithili Thakur

By Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye

Namami Bhakt Vatsalan

Namami Bhakt Vatsalan । Krpalu Sheel Komlan ॥ Bhajami Te Padambujan ।

Ram Japate Raho, Kam Karte Raho

Ram Japte Raho, Kam Karte Raho । Waqt Jeevan Ka, Yunhi Nikal Jayega ।

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP