Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Shiv Shankar Damru Wale (शिव शंकर डमरू वाले:शिव भजन)


Shiv Shankar Damru Wale
Shiv Shankar Damru Wale,
Pite Hai Bhang Ke Pyale,
Devon Mein Dev Nirale,
Hai Baba Shamsani,
Ye Rachate Khel Nirale Baba Oghad Dani,
Shiv Shankar Damru Wale ॥
Lambhi Lambi Jataye Gher Roop Bada Albela,
Bhoot Pret Betal Ka Sang Mein Rakhte Har Dam Mela,
Kailash Pe Rahne Wale Ye To Hai Baphani,
Ye Rachate Khel Nirale Baba Oghad Dani,
Shiv Shankar Damru Wale ॥

Ek To Vishdhar Gale Mein Us Par Hai Vish Kantha Mein Ghare,
Thar Thar Kanpe Dev Ashur Sab Inke Krodha Ke Mare,
Karmi Hai Trishul Sambhale Ye To Antaryami,
Ye Rachate Khel Nirale Baba Oghad Dani,
Shiv Shankar Damru Wale ॥
BhaktiBharat Lyrics

Dhiraj Dhari Rahate Har Dam Byakul Kabhi N Hote,
Inki Krupa Se Sab Bhakton Ke Ware Nyare Hote,
Diwane Aur Dilwale Sab Inke Hai Hangami,
Ye Rachate Khel Nirale Baba Oghad Dani,
Shiv Shankar Damru Wale ॥

शिव शंकर डमरू वाले:शिव भजन हिन्दी में पढ़ें

शिव शंकर डमरू वाले, पीते हैं भंग के प्याले, देवों में देव निराले, है बाबा शमशानी, ये रचते खेल निराले बाबा औघड़ दानी, शिव शंकर डमरू वाले ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye

Namami Bhakt Vatsalan

Namami Bhakt Vatsalan । Krpalu Sheel Komlan ॥ Bhajami Te Padambujan ।

Ram Japate Raho, Kam Karte Raho

Ram Japte Raho, Kam Karte Raho । Waqt Jeevan Ka, Yunhi Nikal Jayega ।

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP