Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Shuru Ho Rahi Hai Ram Kahani (शुरू हो रही है राम कहानी - भजन)


Shuru Ho Rahi Hai Ram Kahani
Shuru Ho Rahi Hai Ram Kahani,
Shuru Ho Rahi Hai Ram Kahani,
Mahima Puraani Ved Bakhani,
Tulasi Ki Vani,
Shuru Ho Rahi Hai Ram Kahani ॥
Jag Karta-Dharta Bharata Hai,
Maata Pita Bandhu Data Hai,
Prem Se Yagyavalky Ji Gaye,
Jeevan Dhan Maani,
Shuru Ho Rahi Hai Ram Kahani ॥

Katha Shravan Se Sukh Milata Hai,
Janm Maran Bhav Dukh Mitata Hai,
Kagabhusundi Ji Nit Gaye,
Sab Gun Khaani,
Shuru Ho Rahi Hai Ram Kahani ॥

Adharm Raj Ka Ant Hua Hai,
Jeevan Dharm Jeevant Hua Hai,
Avadh Mein Raaja Ram Suhae,
Sita Maharani,
Shuru Ho Rahi Hai Ram Kahani ॥

Duniya Ka Anamol Ratan Hai,
Krshnanand Ka Jeevan Dhan Hai,
Parvati Ko Shiv Ji Sunaen,
Para Bhakti Dani,
Shuru Ho Rahi Hai Ram Kahani ॥

Shuru Ho Rahi Hai Ram Kahani,
Shuru Ho Rahi Hai Ram Kahani,
Mahima Puraani Ved Bakhani,
Tulasi Ki Vani,
Shuru Ho Rahi Hai Ram Kahani ॥

शुरू हो रही है राम कहानी - भजन हिन्दी में पढ़ें

शुरू हो रही है राम कहानी, शुरू हो रही हैं राम कहानी, महिमा पुरानी वेद बखानी, तुलसी की वाणी, शुरू हो रही हैं राम कहानी ॥
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Parishram Kare Koi Kitana Bhi Lekin

Parishram Kare Koi Kitna Bhi Lekin, Kripa Ke Bina Kaam Chalta Nahin

Tera Ramji Karenge Bera Paar

Tera Raamji Karenge Beda Paar, Udaasi Man Kaahe Ko Kare - Tera Raamji Karenge Beda Paar

Jinke Hriday Hari Naam Base

Jinke Hriday Hari Naam Base, Tin Aur Ka Naam Liya Na Liya । Jinke Hriday Hari Naam Base

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP