Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Shyam Chudi Bechn Aaya (श्याम चूड़ी बेचने आया - भजन)


Shyam Chudi Bechn Aaya
Manhari Ka Bhes Banaya,
Shyam Chudi Bechne Aaya ।
Chhaliya Ka Bhes Banaya,
Shyam Chudi Bechne Aaya ॥
Jholi Kandhe Dhari,
Us Mein Chudi Bhari ।
Galion Mein Chor Machaya,
Shyam Chudi Bechne Aaya ॥

Radha Ne Suni, Lalita Se Kahi ।
Mohan Ko Tarunt Bulaya,
Shyam Chudi Bechne Aaya ॥

Chudi Lal Nahin Pahnu,
Chudi Hari Nahin Pahnu ।
Mujhe Shyam Rang Hai Bhaya,
Shyam Chudi Bechne Aaya ॥

Radha Pahnan Lagi, Shyam Pehnane Lage ।
Radha Ne Haath Badhaya,
Shyam Chudi Bechne Aaya ॥

Radhe Kahne Lagi, Tum Ho Chhaliya Badhe ।
Dhire Se Haath Dabaya,
Shyam Chudi Bechne Aaya ॥

Manhari Ka Bhes Banaya,
Shyam Chudi Bechne Aaya ।
Chhaliya Ka Bhes Banaya,
Shyam Chudi Bechne Aaya ॥

श्याम चूड़ी बेचने आया - भजन हिन्दी में पढ़ें

ब्रज क्षेत्र का सबसे प्रसिद्ध भजन भक्ति भारत आप तक पहुंचा रहा है मनहारी का भेस बनाया, श्याम चूड़ी बेचने आया। छलिया का भेस बनाया,
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanFagan Mela BhajanShri Shayam BhajanKhatu Shyam BhajanTripti Shaqya Bhajan

Other Popular Shyam Chudi Bechn Aaya Video

By Anjali Jain

By Maanya Arora

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Maine Tere Hi Bharose Hanuman

A bhajan from the movie Hanuman Ansh based on Baba Neeb Karori, Maine Tere Hi Bharose Hanuman, Sagar Main Naiya Daal Dae ॥

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Teri Preet Me Mohanan Man Bawra Hai

Teri Preet Mein Mohan, Man Bawara Hai, Lagi Lagan Tu Hi, Mera Sanwara Hai ॥

Lachaki Lachaki Awat Mohan

Lachaki Lachaki Awat Mohan, Aave Man Bhaave

Lagi Lagi Hai Lagan Mahne Shyam Naam Ki

Laagi Laagi Hai Lagan, Mhaane Shyam Naam Ki, Bhaagi Bhaagi Mhaare Hivde Ne, Yaari Shyam Ki, Mhaare Naina Ke Jharokhen Mein Hai, Soorat Shyam Ki ॥

Radha Madhav Ki Mand Mand Muskan

Radha Madhav Ki Mand Mand Muskan, Madhur Madhur Madhurila Chabi Pe, Jag Sara Kurban,
Radha Madhav Ki Mand Muskan ॥

Bihari Braj Mein Ghar Mera Basa Doge To Kya Hoga

Bihari Braj Mein Ghar Mera Basa Doge To Kya Hoga, Basa Doge To Kya Hoga,Basa Doge To Kya Hoga, Krpa Karake Jo Vrndavan Bula Loge To Kya Hoga, Bihari Braj Mein Ghar Mera Basa Doge To Kya Hoga ॥

Janmashtami - Janmashtami
Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Bhakti Bharat APP