Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Thare Maan Mein Sitaram (थारे मन में सीता राम - भजन)


Thare Maan Mein Sitaram
Thare Maan Mein Sitaram,
Mhare Maan Mein Tharo Naam ॥
Doha – Lag Lapet Se Het Karun Main,
Sidhi Baat Bataun,
Sau Parasent Bhagat Main Thaaro,
Khadatal Baja Ke Gaun ॥

Thare Maan Mein Sitaram,
Mhare Maan Mein Thaaro Dero,
Ib Mero Duniya Se Ke Kaam,
Signal Jud Gayo Thaaro Mero,
Thare Maan Mein Sitaram,
Mhare Maan Mein Tharo Naam ॥

Salasar Mein Ghar Banawa De,
O Salasar Walo,
Nokar Tera Kahat Lage,
Ib Mane Mere Ghare Wale,
Thare Mandir Mein Ho Shaam,
Jage Mero Yahi Sawera,
Thare Maan Mein Sitaram,
Mhare Maan Mein Tharo Naam ॥

Balaji Maharaj Main Thaare,
Pachhe Pachhe Dolun,
Kadi Hansu Dekh Dekh Thane,
Kadi Prem Mein Rolun,
Pagal Pad Gaya Mhaara Naam,
Baba Hai Ki Ni Tane Bero,
Thare Maan Mein Sitaram,
Mhare Maan Mein Tharo Naam ॥

Saal Kai Ho Lie Re Baba,
Saalaasar Mein Aate,
Ib To Khulage Honge Tere,
Baink Mein Mere Khaate,
De Mane Bhakti Ka Inaam,
Baki Tero Diyo Bhatero,
Thare Maan Mein Sitaram,
Mhare Maan Mein Tharo Naam ॥

Thare Maan Mein Sitaram,
Mhare Maan Mein Thaaro Dero,
Ib Mero Duniya Se Ke Kaam,
Signal Jud Gayo Thaaro Mero,
Thare Maan Mein Sitaram,
Mhare Maan Mein Tharo Naam ॥

थारे मन में सीता राम - भजन हिन्दी में पढ़ें

थारे मन में सीता राम, म्हारे मन में थारो डेरो, इब मेरो दुनिया से के काम, सिग्नल जुड़ गयो थारो मेरो, थारे मन मे सीताराम, म्हारे मन में थारो डेरो ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra, Main Mann Ki Baat Batata Hoon, Tum Lete Raho Hanuman Yahan, Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Murakh Bande Kya Hai Re Jag Me Tera

O Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Kya Tera Kya Mera,
Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera ॥

Kevat Ram Ka Bhakt Hai

Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega, Jal Sarayu Ka Gahara Bhi Hai,
Paar Usako Lagaana Padega, Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega ॥

Ram Lakshman Ke Sang Janki

Ram Lakshman Ke Sang Janki, Jai Bolo Hanuman Ki...

Awadh Bihari Ho Hum Aaye Sharan Tihari

Avadh Bihari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari, Giravar Dhari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP