Aanand Hi Aanand Baras Raha (आनंद ही आनंद बरस रहा - भजन)


Anand Hi Anand Baras Raha
Balihari Aise Sadguru Ki ।
Anand Hi Anand Baras Raha
Balihari Aise Sadguru Ki ।Dhan Bhagya Hamare Aaj Hue
Shubh Darshan Aise Sadguru Ke ।
Pavan Kini Bhaarat Bhoomi
Balihari Aise Sadguru Ki ॥

Anand Hi Anand Baras Raha
Balihari Aise Sadguru Ki ।

Kya Roop Anupam Paayo Hai
Jaise Taaro Bich Hai Chanda ।
Surat Moorat Mohan Vaari
Balihari Aise Sadguru Ki ॥

Anand Hi Anand Baras Raha
Balihari Aise Sadguru Ki ।

Kya Gyan Chhata Hai Jaise Indra Ghata
Barsat Vani Amritadhara ।
Vo Madhuri Madhuri Ajab Dhuni
Balihari Aise Sadguru Ki ॥

Anand Hi Anand Baras Raha
Balihari Aise Sadguru Ki ।

Guru Gyan Roopi Jal Barsakar
Guru Dharam Bagicha Laga Diya ।
Guru Naam Roopi Jal Barsakar
Guru Prem Bagicha Laga Diya ।
Khil Rahi Hai Kaisi Phulwari
Balihari Aise Sadguru Ki ॥

Anand Hi Anand Baras Raha
Balihari Aise Sadguru Ki ।

Anand Hi Anand Baras Raha
Balihari Aise Sadguru Ki ।
Anand Hi Anand Baras Raha
Balihari Aise Sadguru Ki ।

Paya Paya Paya,
Mene Aisa Sadguru Paya ।
Mere Raghuvar Kipa Kinhin
Mene Aisa Sadguru Paya ।

Paya Paya Paya,
Mene Aisa Sadguru Paya ।
Mere Raghuvar Kipa Kinhin
Mene Aisa Sadguru Paya ।
आनंद ही आनंद बरस रहा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आनंद ही आनंद बरस रहा, बलिहारी ऐसे सद्गुरु की । धन भाग्य हमारे आज हुए..
Bhajan Guru BhajanGurudev BhajanGuru Purnima BhajanVyasa Purnima BhajanGuru Nanak Jayanti BhajanShabad Kirtan BhajanGurbani BhajanKripa BhajanPunjabi BhajanSikhism BhajanArt Of Living BhajanAnil Hanslas Bhaiya Bhajan

Other Popular Aanand Hi Aanand Baras Raha Video

Aanand Hi Aanand Baras Raha By Poonam Didi

Aanand Hi Aanand Baras Raha By Shri Sidhdata Ashram Faridabad

Aanand Hi Aanand Baras Raha By Alka Goyal

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Janme Avadh Me Ram Mangal Gao Ri

jis bhajan mein ram ka naam na ho, us bhajan ko gana na chahie...

Sare Jahan Ke Malik Tera Hi Aasara Hai

Sare Jahan Ke Malik, Tera Hi Aasra Hai, Raji Hain Hum Usi Mein, Jis Mein Teri Raja Hai...

Karlo Karlo Charo Dham

Karlo Karlo Charo Dham, Milenge Krishn, Milenge Ram Jeevan Safal Usi Ka Samjho, Jisne Kiya Ye Dham

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu, Meri Gagar Bhar Do Thake Panv Hai

Tumhi Me Ye Jivan Jiye Ja Raaha Hoon

Tumhin Mein Ye Jeevan Jiye Ja Raha Hoon, Jo Kuchh De Rahen Ho Lie Ja Raha Hoon ॥ Tumhin Se Chala Karati Pranon Ki Dhadakan...