Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Guru Bina Ghor Andhera Re Santo (गुरु बिन घोर अँधेरा संतो: भजन)


Guru Bina Ghor Andhera Re Santo
Guru Bin Ghor Andhera Santo,
Guru Bin Ghor Andhera Ji ।
Bina Deepak Mandriyo Suno,
Ab Nahin Vastu Ka Vera Ho Ji ॥
Jab Tak Kanya Reve Kawari,
Nahin Purush Ka Vera Ji ।
Aatho Pohar Aalas Mein Khele,
Ab Khele Khel Ghanera Ho Ji ॥

Mirge Ri Naabhi Base Kisturi,
Nahin Mirge Ko Vera Ji ।
Rani Vani Mein Phire Bhatakto,
Ab Sunghe Ghas Ghanera Ho Ji ॥

Jab Tak Aag Reve Patthar Mein,
Nahin Patthar Ko Vera Ji ।
Chakmak Chhota Laage Shabad Ri,
Ab Pheke Aag Chopera Ho Ji ॥

Ramanand Miliya Guru Poora,
Diya Shabad Tatsara Ji ।
Kahat Kabeer Suno Bhai Santo,
Ab Mit Gaya Bharam Andhera Ho Ji ॥

गुरु बिन घोर अँधेरा संतो: भजन हिन्दी में पढ़ें

गुरु बिन घोर अँधेरा संतो, गुरु बिन घोर अँधेरा जी। बिना दीपक मंदरियो सुनो...
Read Also

Bhajan Guru BhajanGurudev BhajanMarwadi BhajanRajasthani BhajanGuru Purnima BhajanAsha Vaishnav BhajanVyasa Purnima BhajanSant Ravidas BhajanRavidas Jayanti Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Pakadlo Bah Raghurai, Nahi Too Doob Jayenge

Pakad Lo Banh Raghurai, Nahin to Doob Jayenge । Dagar Ye Agam Anjani, Pathik Mai Mood Agyani । Sambhaloge Nahi Raghav..

Shri Man Narayan Narayan Hari Hari

Shriman Narayan Narayan Hari Hari , Teri Leela Sabse Nyari Nyari Hari Hari..

Hari Nam Nahi Too Jeena Kya

Hari Nam Nahin to Jeena Kya, Amrt Hai Hari Nam Jagat Mein

Bhajan Bina Chain Na Aaye Ram

Bhajan Bina Chain Na Aaye Ram, Koi Na Jane Kab Ho Jaye, Is Jeevan Ki Shaam ॥ Bolo Ram Ram Ram ॥

Jaha Le Chaloge Vahi Me Chalunga

Jahan Le Chaloge, Wahi Main Chalunga, Jahan Nath Rakh Loge, Wahi Main Rahunga । Ye Jeevan Samarpit, Charan Mein Tumhare,

Sare Jahan Ke Malik Tera Hi Aasara Hai

Sare Jahan Ke Malik, Tera Hi Aasra Hai, Raji Hain Hum Usi Mein, Jis Mein Teri Raja Hai...

Raghav Ji Tumhe Aisa Kisne Banaya

Aisa Sundar Swabhav Kahan Paya, Raghavji Tumhen Aisa Kisne Banaya । Par Nari Par Drshti Na Dali,

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP