Aao Angana Padharo Shri Ganesh Ji (आओ अंगना पधारो श्री गणेश जी: भजन)


Aao Angana Padharo Shri Ganesh Ji ॥
Shloka – Gajananam Bhutaganadi Sevitam,
Kapitthajambufalsar Bhakshitam,
Umasutam Sokbinaskaram,
Namami Vigneshwara Padapankajam ॥

Teri Pooja Karun Tera Archan karun,
Tera Vandan Karun Aavhan karun,
Ganpati Mere Kato Kalesh Ji,
Aao Angana Padharo Shri Ganesh Ji ॥

Gauri Sut Ganraj Gajanan,
Kasht Haro Mere Aanan Phanan,
Riddhi Siddhi Sang Darshan Do Prabhu,
Riddhi Siddhi Sang Darshan Do Prabhu,
Karo Mam Hraday Pravesh Ji,
Aao Angana Padharo Shri Ganesh Ji ॥

Lambodar Shree Siddh Vinayak,
Mangal Karan Sada Sukh Dayak,
Seva Karo Swikar Bhakt Ki,
Seva Karo Swikar Bhakt Ki,
Pratham Pujya Prathamesh Ji,
Aao Angana Padharo Shri Ganesh Ji ॥

Tumhare Charan Sharan Ho Swami,
Mo Par Rijho Antaryami,
Krupa Karo Nit Sevak Jan Par,
Krupa Karo Nit Sevak Jan Par,
karuna Kar Karunesh Ji,
Aao Angana Padharo Shri Ganesh Ji ॥

Din Dayal Daya Ke Sagar,
Karhu Daya Hai Naath Daya Kar,
Do Anupam Akshay Var bhagavan,
Do Anupam Akshay Var bhagavan,
Vinay Kare Akhilesh Ji,
Aao Angana Padharo Shri Ganesh Ji ॥

Teri Pooja Karun Tera Archan Karun,
Tera Vandan Karun Aavhan Karun,
Ganpati Mere Kato Kalesh Ji,
Aao Angana Padharo Shri Ganesh Ji ॥
आओ अंगना पधारो श्री गणेश जी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरी पूजा करूँ तेरा अर्चन करूँ, तेरा वंदन करूँ आव्हान करूँ, गणपति मेरे काटो कलेश जी, आओ अंगना पधारो श्री गणेश जी, आओ अंगना पधारो श्री गणेश जी ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai

Kisi Ke Kam Jo Aaye, Use Insan Kahte Hain । Paraya Dard Apnaye, Use Insan Kahte Hain ॥

Anmol Tera Jeevan Yuhi Ganwa Raha Hai

Anmol Tera Jeevan, Yun Hi Ganva Raha Hai, Kis Aur Teri Manjil...

Tulsa Kar Aai Chaaron Dham

Tulsa Kar Aai Charon Dham, Jane Kahan Legi Vishram । Pahala Vishram Vaane Haridwar Mein Payo..

Radha Ka Chitchor Kanhaiya

Radha Ka Chitchor Kanhaiya, Daooji Ka Natkhat Bhaiya, Kunj Galin Ka Raas Rachaiya, Bha Gaya Hamen Bha Gaya...

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein, Main Tumhe Rijhane Aayi Hoon, Vaani Mein Tanik Mithas Nahin, Par Vinay Sunane Aayi Hoon ॥