Aaya Maa Ka Sandesha Aaj Chalo (आया माँ का संदेशा आज, चलो: भजन)


Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,
Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,
Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,
Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,
Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton ॥
Maiya Ne Bheji Pati,
Maa Bhawan Pe Hame Bulati,
Meri Kismat Jag Jae Aaj,
Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,
Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,
Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton ॥

Puja Ki Thaal Saja Ke,
Main To Chunri Laal Bana Ke,
Kar Lun Maiya Ka Srungar,
Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,
Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,
Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton ॥

Aa Pawan Jara Ruk Jana,
Sandesh Ye Maa Ko Dena,
Jholi Sabki Bharna Aaj,
Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,
Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,
Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton ॥

Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,
Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,
Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,
Aaya Maa Ka Sandesha Aaj,
Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton ॥
आया माँ का संदेशा आज, चलो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
आया माँ का संदेशा आज, चलो माँ के भवन को भक्तों, चलो माँ के भवन को भक्तों, आया मां का संदेशा आज, चलो माँ के भवन को भक्तों ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Ghadd De Sunar Kangna

Ghrara De Sunar Kangana Maiya Ko Pahnaungi ॥ Kangan Jo Pahane Maiya Balihari Jaungi॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Radha Dundh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha

Radha Dhundh Rahi Kisi Ne Mera Shyam Dekha, O Bansi Bajate Hue, Oradha Tera Shyam Dekha
॥