Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye (अम्बे कहा जाये जगदम्बे कहा जाये - भजन)


Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye,
Bol Meri Maiya Tujhe Kya Kaha Jaye ॥
Mainne Sone Ka Teeka Banwaya,
Meri Mayya Ko Pasand Nahin Aaya,
Use Phoolon Ka Teeka Pasand Aaya,
Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye,
Bol Meri Mata Tujhe Kya Kaha Jaye ॥

Mainne Sone Ke Kangan Banwaye,
Mayya Ko Pasand Nahin Aaye,
Use Phoolon Ke Kangan Pasand Aaye,
Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye,
Bol Meri Mata Tujhe Kya Kaha Jaye ॥

Mainne Sone Ka Haar Banwaya,
Maiya Ko Pasand Nahin Aaya,
Use Phoolon Ka Haar Pasand Aaya,
Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye,
Bol Meri Mata Tujhe Kya Kaha Jaye ॥

Mainne Sone Ki Tagadi Banwayi,
Maiya Ko Pasand Nahin Aayi,
Use to Phoolon Ki Tagdi Pasand Aayi,
Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye,
Bol Meri Mata Tujhe Kya Kaha Jaye ॥

Ambe Kaha Jaye Jagdambe Kaha Jaye,
Bol Meri Maiya Tujhe Kya Kaha Jaye ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
अम्बे कहा जाये जगदम्बे कहा जाये - भजन - हिन्दी में पढ़ें
अम्बे कहा जाये जगदम्बे कहा जाये, बोल मेरी मैया तुझे क्या कहा जाये ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Radha Dundh Rahi Kisine Mera Shyam Dekha

Radha Dhundh Rahi Kisi Ne Mera Shyam Dekha, O Bansi Bajate Hue, Oradha Tera Shyam Dekha
॥

Rama Rama Ratate Ratate

Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand, Ramcharitmanas Ka

Chandraghanta Maa Se Arji Meri

Chandraghanta Maa Se Arji Meri, Main Das Banu Tera, Ab Jese Marji Teri, Main Das Banu Tera, Ab Jese Marji Teri ॥

Bhole Damru Baja Do Ek Baar

Bhole Damru Baja De Ek Baar Hamare Hari Kirtan Mein, Kirtan Mein Hari Kirtan Mein ॥