Bajrangbali Hanuman Tera Jag Mein Danka Baj Raha (बजरंगबली हनुमान, तेरा जग में डंका बाज रया: भजन)


Bajarangi Hanuman,
Tera Jag main Danka Baaj Raha ॥
Shankar Ke Tum Hai Avatari,
Mahavir Tum Ho Balkari,
Tumsa Na Koi Balban,
Tera Jag main Danka Baaj Raha,
Bajarangi Hanuman,
Tera Jag main Danka Baaj Raha ॥

Tan Pe Tera Laal Langota,
Haath main Tera Mota Sota,
Tere Rom Rom Main Ram,
Tera Jag main Danka Baaj Raha,
Bajarangi Hanuman,
Tera Jag main Danka Baaj Raha ॥

Lanka Ko Mitti Mein Milaaya,
Lankapati Ko Chakkar Aaya,
Ravan Ki Ghatai Shaan,
Tera Jag main Danka Baaj Raha,
Bajarangi Hanuman,
Tera Jag main Danka Baaj Raha ॥

Jo Bhi Teri Sharan Mein Aave,
Siyaram Ko Vo Hi Pave,
Yahi ‘Narasi’ Kare Bakhaan,
Tera Jag main Danka Baaj Raha,
Bajarangi Hanuman,
Tera Jag main Danka Baaj Raha ॥

Bajarangi Hanuman,
Tera Jag main Danka Baaj Raha ॥
बजरंगबली हनुमान, तेरा जग में डंका बाज रया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बजरंगबली हनुमान, तेरा जग में डंका बाज रया ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Natkhat Natvar Nagar Krishna

Natkhat Natvar Nagar Krishna, Maanmohan Muralidhar Krishna ॥

Gobind Chale Charavan Gaiya

Gobind Chale Charavan Gaiya । Dino Hai Rishi Aaju Bhalau Din, Kahyau Hai Jasoda Maiya ॥

Vrindavani Venu

Teri Surat Pe Jaun Balihar Rasiya, Main to Nachungi Tere Darbar Rasiya ॥

Jaoon Tore Charan Kamal Par Vari

Jaaoon Tore Charaṇ Kamal Par Vaaree, He Gopaal Govind Muraaree, Sharaṇaagat Hoon Dwaar Tihaare..