Banke Bihari Mujhko Dena Sahara (बांके बिहारी मुझको देना सहारा!)


Banke Bihari Mujhe Dena Sahara,
Kahin Chhut Jaye Na Daman Tumhara ॥
Tere Siva Dil Mein Samaye Na Koi,
Lagan Ka Yah Dipak Bhujaye Na Koi,
Tu Hi Meri Kasti Tu Hi Hai Kinara,
Kahin Chhut Jaye Na Daman Tumhara ।
॥ Banke Bihari Mujhe Dena Sahara… ॥

Tere Raste Se Hatati Hai Duniya,
Isharon Se Mujhko Bhulati Hai Duniya,
Dekho Na Hargij Main Duniya Ka Ishara
Kahin Chhut Jaye Na Daman Tumhara ।
॥ Banke Bihari Mujhe Dena Sahara… ॥

Tere Naam Ka Gaan Gata Rahun Main,
Subah Sham Tujhko Rijhata Rahun Main,
Tera Naam Mujhko Hai Pranon Se Pyara,
Kahin Chhut Jaye Na Daman Tumhara ।
॥ Banke Bihari Mujhe Dena Sahara… ॥

Badi Bhul Ki Jo Main Duniya Mein Aaya,
Mul Bhi Khoya Aur Byaj Bhi Khoya,
Duniya Mein Mujhko Na Bhejo Na Dobara
Kahin Chhut Jaye Na Daman Tumhara ।
॥ Banke Bihari Mujhe Dena Sahara… ॥

Banke Bihari Mujhe Dena Sahara,
Kahin Chhut Jaye Na Daman Tumhara ॥
बांके बिहारी मुझको देना सहारा! - हिन्दी में पढ़ें
बांके बिहारी मुझे देना सहारा, कहीं छूट जाए ना दामन तुम्हारा॥ तेरे सिवा दिल में समाए ना कोई...
Bhajan Shri Krishna BhajanJanmashtami BhajanSadhvi Purnima Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hey Ram Bhakt Hanuman Tujhe Maine To Ab Pehchan liya

Hey Ram Bhakt Hanuman Tujhe, Maine To Ab Pahachan Liya, Tum Dustha Sanharak Ho Tera,
Bhakton Ne Sahara Maan Liya ॥

Sukh Ke Sab Saathi, Duhkh Mein Na Koi

Sukh Ke Sab Sathi, Duhkh Mein Na Koi, Mere Ram, Tera Nam Ek Sancha Dooja Na Koi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।