Chalo Darshan Ko Mehandipur Chaliye (चलो दर्शन को मेहंदीपुर चलिए: भजन)


Chalo Darshan Ko Mehendipiur Chaliye,
Jaha Balaji Ka Darwar Hai,
Tere Shankat Sabhi Kat Jayengen,
Wo Hi Shankat Ki Katan Haar hai,
Chalo Darshan Ko Mehendipiur Chaliye ॥
Tum Yahan Aao Araji Lagao,
Dhyan Lagao Baba Ka,
Jyoti Jagao Shish Jhukao,
Kirtan Gao Baba Ka,
Jise Baba Pe HOta Viswas Hai,
Puran Hoti Usiki Yaha Aash Hai,
Andher Nahi Kuch Der Hai,
Sara Jhukta Yahan Sansar Hai,
Chalo Darshan Ko Mehendipiur Chaliye ॥

Pret Raj Ka Raj Yaha Par,
Aaj Phase Koe Kaal Phase,
Bheron Ka Darabaar Yahaan Par,
Bach Na Sake Koi Chhup Na Sake,
Bhoot Preton Ka Balaji Kaal Hai,
UYe Kaate Sabhi Ke Janjaal Hai,
Tu Bhi Aake Yahaan Sar Tek Le,
Ye To Karate Sabhi Par Upakaar Hai,
Chalo Darshan Ko Mehendipiur Chaliye ॥

Mangal Aur Sani Ko Yaha Pe,
Lagata Mela Bhari Hai,
Dur Dur Se Kashta Mitane,
Aate Yaha Nar Nari Hai,
Tino Lok Main Pawan Dham Hai,
Hoti Arati Subho Aur Shaam Hai,
Tu Jayakara Laaagale Is Naam Ka,
Tere Sanga Main 'Dhama' Aur 'Ramavatar' Hai,
Chalo Darshan Ko Mehendipiur Chaliye ॥

Chalo Darshan Ko Mehendipiur Chaliye,
Jaha Balaji Ka Darwar Hai,
Tere Shankat Sabhi Kat Jayengen,
Wo Hi Shankat Ki Katan Haar hai,
Chalo Darshan Ko Mehendipiur Chaliye ॥
चलो दर्शन को मेहंदीपुर चलिए: भजन - हिन्दी में पढ़ें
चलो दर्शन को मेहंदीपुर चलिए, जहाँ बालाजी का दरबार है, तेरे संकट सभी कट जाएंगे, वो ही संकट के काटन हार है, चलों दर्शन को मेहंदीपुर चलिए ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Are Re Meri Jaan Hai Radha

Are Re Meri Jaan Hain Radha, Tere Pe Qurban Main Radha, Rah Na Sakunga Tumse Door Main,

Durge Maharani Namo Namo

Durge Maha Rani Namo Namo । Ambe, Maha Rani, Namo Namo । Durge Maha Rani Namo Namo ॥ Meri, Maat Bhavani, Namo Namo । Durge Maha Rani Namo Namo...

Jai Ambe Bol

Lyrics of the bhajan Ambe Bol from the film Yeh Prem Mol Liya.. taron ki chunri aur chandrama ka tika..
mata ka roop lage suraj sarikha..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..