Chalo Mummy Papa Ik Baar Le Chalo (चलो मम्मी-पापा चलो इक बार ले चलो - भजन)


Chalo Mummy Chalo Papa Chalo Mummy Chalo Papa
Chalo Mummy Chalo Ik Baar Le Chalo
Hamyen Jyota Wali Ke Darbar Le Chalo ..2
Chalo Papa Chalo Ik Baar Le Chalo
Hamain Jyota Wali Ke Darbar Le Chalo
Chalo Mummy Chalo Ik Baar Le Chalo
Hamain Jyota Wali Ke Darbar Le Chalo
Jai Maa Jai Maa Jai Maa Jai Maa
Jai Maa Jai Maa Jai Maa Jai Maa
Dekhna Hai Hamain Bhi Jawala Maa Ka Khel Re
Jyot Jage Jiski Bina Baati Bina Tel Re
Dekhna Hai Hamain Bhi Jwala Maa Ka Khel Re
Jyot Jage Jiski Bina Bati Bina Tel Re
Jhukta Hai Jaha Sansar Le Chalo
Hamain Jyota Wali Ke Darbar Le Chalo
Chalo Mummy Chalo Ik Baar Le Chalo
Hamain Jyota Wali Ke Darbar Le Chalo ..2

Dikhla Do Jagah Jaha Dhyanu Bhakt Aaya Tha
Sheesh Jisne Kaat Maa Ke Charno Mein Chadhaya Tha
Dikhla Do Jagah Jaha Dhyanu Bhakt Aaya Tha
Sheesh Jisne Kaat Maa Ke Charano Mein Chadhaya
Hue Jaha Maa Ke Chamatkar Le Chalo
Hamain Jyota Wali Ke Darbar Le Chalo
Chalo Mummy Chalo Ik Baar Le Chalo
Hamain Jyota Wali Ke Darbar Le Chalo ..2

Kaisa Raja Akbar Ka Vo Chhatar Nirala Hai
Kaise Tambe Lohe Ke Jinse Nikli Jwala Hai
Kaisa Raja Akbar Ka Vo Chhatar Nirala Hai
Kaise Taambe Lohe Ke Jinse Nikli Jwala Hai
Bahati Hai Jaha Jal Ki Dhaar Le Chalo
Hamain Jyota Wali Ke Darbar Le Chalo
Chalo Mummy Chalo Ik Baar Le Chalo
Hamain Jyota Wali Ke Darbar Le Chalo ..2

Jai Maa Jai Maa Jai Maa
Jai Maa Jai Maa Jai Maa

Darshan Gorakhnath Ji Ki Tibbi Ka Bhi Pana Hai
Hamain Arjun Naga Wale Mandir Mein Bhi Jana Hai
Darshan Gorakhnath Ji Ki Tibbi Ka Bhi Pana Hai
Hamain Arjun Naga Wale Mandir Mein Bhi Jana Hai
Nirdosh Pooja Ke Kuch Haar Le Chalo
Hamain Jyota Wali Ke Darbar Le Chalo
Chalo Mummy Chalo Ik Baar Le Chalo
Hamain Jyota Wali Ke Darbar Le Chalo

Chalo Mummy Chalo Papa Chalo Mummy Chalo Papa
Chalo Mummy Chalo Ik Baar Le Chalo
Hamain Jyota Wali Ke Darbar Le Chalo ….4
चलो मम्मी-पापा चलो इक बार ले चलो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
चलो मम्मी चलो पापा इक बार ले चलो, हमें ज्योता वाली के दरबार ले चलो...
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanLakha BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Gaiye Ganpati Jagvandan

Gaiye Ganapati Jagvandan। Shankar Suvan Bhavani Ke Nandan॥ Siddhi Sadan Gajvadan Vinayak।

Sare Jagat Mein Sabse Prathame Tumhe Manate Hai

Bappa Ho Bappa Ganapati Bappa, Bappa Ho Bappa Ganapati Bappa, Teri Jai Jaikar Lagate Hai Jai Jai Ganaraj, Sare Jagat Mein Sabse Prathame Tumhe Manate Hai ॥

Duraj Ki Lali Tujhe Tilak Lagati Hai By Movie Bhuj Aarti

Suraj Ki Lali Tujhe Tilak Lagati Hai Bagiya Ki Dali-dali Pushp Chadhati Hai..

Om Jai Gauri Nanda

Om Jai Gauri Nanda, Prabhu Jai Gauri Nanda, Ganpati Anand Kanda, Ganpati Anand Kanda, Main Charnan Vanda, Om Jai Gauri Nanda ॥