Chandraghanta Maa Se Arji Meri (चन्द्रघंटा माँ से अर्जी मेरी - भजन)


Chandraghanta Maa Se Arji Meri,
Main Das Banu Tera,
Ab Jese Marji Teri,
Main Das Banu Tera,
Ab Jese Marji Teri ॥
Daas Haath Susobhit Hai,
Daas Bhuj Susobhit Hai,
Sone Sa Roop Tera,
Jis Ghar Jag Mohit Hai,
Main Das Banu Tera,
Ab Jese Marji Teri ॥

Tu Ati Balsali Hai,
Maa Ati Balsali Hai,
Dushto Ka Daman karti,
Teri Saan Nirali Hai,
Main Das Banu Tera,
Ab Jese Marji Teri ॥

Jadu Ya Ajuba Hai,
Chandraghanta Saware Duniya,
Jisne Maa Ko Pooja Hai,
Main Das Banu Tera,
Ab Jese Marji Teri ॥

Talwar Kamandal Maa,
Ghante Ki Prabal Dhwani Se,
Gunje Bhumandal Maa,
Main Das Banu Tera,
Ab Jese Marji Teri ॥

Bhog Dudh Shahad Bhata,
Bas Pujan Archan Se,
Dukh Nikat Nahi Aata,
Main Das Banu Tera,
Ab Jese Marji Teri ॥

Teri Pooja Khushali Hai,
Hay Maata Chandraghanta,
Teri Shan Nirali Hai,
Main Das Banu Tera,
Ab Jese Marji Teri ॥

Duhkh ‘Anuj’ Ka Bhi Harati,
Sharanagat Ki Raksha,
‘Devendr’ Sada Karati,
Main Das Banu Tera,
Ab Jese Marji Teri ॥

Chandraghanta Maa Se Arji Meri,
Main Das Banu Tera,
Ab Jese Marji Teri,
Main Das Banu Tera,
Ab Jese Marji Teri ॥
चन्द्रघंटा माँ से अर्जी मेरी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
चन्द्रघंटा माँ से अर्जी मेरी, मैं दास बनूँ तेरा, अब जैसे मर्जी तेरी, मैं दास बनूँ तेरा, अब जैसे मर्जी तेरी ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi, Sakal Vighan Kar Door Hamare, Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo..

Gauri Ganesh Manau Aaj Sudh Lije Hamari

Gauri Ganesh Manaon, Aaj Sudh Leeje Hamaari । Surahin Gaiya Ko Gobar Managaun, Dig Dhar Agana Leepaon..

Sun Radhika Dulari Main

Sun Radhika Dulari Mein, Hoon Dwar Ka Bhikhari, Tere Shyam Ka Pujari..

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati, Aapki Meharbani Humen Chahiye, Pahle Sumiran Karoon Ganpati Aapka, Lab Pe Mithi Si Vani Humen Chahiye, Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati ॥

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman, Kare Pooja Tumhari Sab Hoke Magan, Shiv Gaura Ke Laal Ko Dhyate Hai Hum, Hey Ganpati Tumko Manate Hai Hum, Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥