Choti Si Kutiya Hai Meri Balaji Tum Aa Jana (छोटी सी कुटिया है मेरी, बालाजी तुम आ जाना: भजन)


Chhoti Si Kutiya Hai Meri,
Balaji Tum Aa Jana,
Rukha Sukha Diya Hai Mujhako,
Usaka Bhog Laga Jana,
Usaka Bhog Laga Jana ॥
Saump Diya Hai Jivan Ka Ab,
Bhar Tumhare Hathon Mein,
Jeet Tumhare Hathon Mein,
Haar Tumhare Haathon Mein,
Tum Ho Swami Main Hun Sevak,
Rukha Sukha Diya Hai Mujhako,
Usaka Bhog Laga Jana,
Usaka Bhog Laga Jana ॥

Nirdhan Hun Main Nirmal Hun Main,
Kese Tumhai Manaun Main,
Maan Mandir Main Tumhai Bithakar,
Bhav Ke Bhog Lagaun Main,
Meri Shradha Ko Swikaro,
Rukha Sukha Diya Hai Mujhako,
Usaka Bhog Laga Jana,
Usaka Bhog Laga Jana ॥

Tumko Arpan Sara Jivan,
Tumko Hi Balihar Hai,
Tere Sahare Tere Bharose,
Mera Ye Parivar Hai,
Haath Jodakar Kahata ‘Bansal’,
Vinati Ko Na Thukaraana,
Rukha Sukha Diya Hai Mujhako,
Usaka Bhog Laga Jana,
Usaka Bhog Laga Jana ॥

Chhoti Si Kutiya Hai Meri,
Balaji Tum Aa Jana,
Rukha Sukha Diya Hai Mujhako,
Usaka Bhog Laga Jana,
Usaka Bhog Laga Jana ॥
छोटी सी कुटिया है मेरी, बालाजी तुम आ जाना: भजन - हिन्दी में पढ़ें
छोटी सी कुटिया है मेरी, बालाजी तुम आ जाना, रुखा सूखा दिया है मुझको, उसका भोग लगा जाना, उसका भोग लगा जाना ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Gajbadan

Tum Ho Sankat Haran Nath Asaran Saran l Saara Tribhuvan Tumhe Kar Raha Hai Naman l Shiv Dulare Ho......Gauri Ke Pyare Suvan.. Gajabadan ~Gajabadan ~Gajabadan

Gauri Ke Lala Ho Mere Ghar Aa Jana

Gauri Ke Lala Ho, Mere Ghar Aa Jana, Ghar Aangan Ki O Deva, Sobha Badha Jana, Gauri Ke Lala Ho,
Mere Ghar Aa Jana ॥

Hum Nain Bichaye Hai Hai Ganpati Aa Jao

Mathe Par Sindoor Hai Pyara, Peetambar Hai Tan Par Dhara, Sab Aas Lagaye Hai, Hey Ganapati Aa Jao,
Hum Nain Bichaye Hain, Hey Ganapati Aa Jao ॥

Darshan Ko Tere Aaya

Darshan Ko Tere Aaya, Sab Dev Teri Maya, Pooja Karenge Teri, Sewa Karenge Teri ॥

Gajanand Vandan Karte Hain

Gajanand Vandan Karte Hain, Gajanand Vandan Karte Hain, Vandan Karte Hai, Aaj, Abhinandan Karte Hai, Vandan Karte Hai, Aaj, Abhinandan Karte Hai, Gajanand Vandan Karte Hain, Gajanand Vandan Karte Hain ॥