Chotti Chotti Sakhiyan Sang Ambey Maat (छोटी छोटी सखियाँ संग अम्बे मात: भजन)


Chotti Chotti Sakhiyan Sang Ambey Maat,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath ॥
Chunari Sitaron Vali Sakhiyan Lae Saath,
Chunari Sitaron Vali Sakhiyan Lae Saath,
Laal Laal Chunari Mein Saji Ambe Maat,
Laal Laal Chunari Mein Saji Ambe Maat,
Chotti Chotti Sakhiyan Sang Ambey Maat,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath ॥

Sakhiyan Saja Ke Lae Mehandi Ki Thaal,
Sakhiyan Saja Ke Lae Mehandi Ki Thaal,
Prem Se Rachae Ambe Maiya Ji Ke Haath,
Prem Se Rachae Ambe Maiya Ji Ke Haath,
Chotti Chotti Sakhiyan Sang Ambey Maat,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath ॥

Laal Hari Chudiyan Sakhiyan Lae Saath,
Laal Hari Chudiyan Sakhiyan Lae Saath,
Prem Se Rachae Ambe Maiya Ji Ke Haath,
Prem Se Rachae Ambe Maiya Ji Ke Haath,
Chotti Chotti Sakhiyan Sang Ambey Maat,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath ॥

Sone Ka Kamaraband Sakhiyan Lae Saath,
Sone Ka Kamaraband Sakhiyan Lae Saath,
Shradha Se Kiya Ambe Maa Ka Shrungar,
Shradha Se Kiya Ambe Maa Ka Shrungar,
Chotti Chotti Sakhiyan Sang Ambey Maat,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath ॥

Sone Ki Payal Bichhuye Chandi Leke Saath,
Sone Ki Payal Bichhuye Chandi Leke Saath,
Maiya Ko Pahana Ke Bhage Sakhiyon Ke Bhag,
Maiya Ko Pahana Ke Bhage Sakhiyon Ke Bhag,
Chotti Chotti Sakhiyan Sang Ambey Maat,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath ॥

Chotti Chotti Sakhiyan Sang Ambey Maat,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath,
Jhula Jhulen Maiya Sakhiyon Ke Saath ॥
छोटी छोटी सखियाँ संग अम्बे मात: भजन - हिन्दी में पढ़ें
छोटी छोटी सखियाँ संग अम्बे मात, झूला झूलें मैया सखियों के साथ, झूला झूलें मैया सखियों के साथ ॥
Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..