Darshan Ki Pyasi Najariya Maiya (दर्शन की प्यासी नजरिया, मैया: भजन)


Darshan Ki Pyasi Najariya,
Maiya Leeje Khabariya ॥Khappar Wali Maan Jagdamba,
Chandi Jwala Amba Amba,
Odhe Lal Chunariya,
Maiya Leeje Khabariya ॥

Ran Mein Mahishasur Ko Maare,
Maan Ka Shera Jab Hunkare,
Deekhe Laal Nazariya,
Maiya Leeje Khabariya ॥

Khanzar Chakra Trishul Sambhale,
Laal Nayan Aur Jeebh Nikale,
Chunri Rang Kesariya,
Maiya Leeje Khabariya ॥

Gate Gun Maan Bhagat Tumhare,
Aan Bason Maan Hriday Hamare,
‘Rajendra’ Ki Sunlo Arziya,
Maiya Leeje Khabariya ॥

Darshan Ki Pyasi Najariya,
Maiya Leeje Khabariya ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
दर्शन की प्यासी नजरिया, मैया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
दर्शन की प्यासी नजरिया, मैया लीजे खबरिया, खप्पर वाली माँ जगदम्बा, चंडी ज्वाला अम्बा अम्बा, ओढ़े लाल चुनरिया, मैया लीजे खबरिया ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Gannayak Tum Aa Jao

Meri Sakhiyan Mujhse Poochhe Hai, Kab Aayenge Gajmukh Bolo, Ab Ashtavinayak Aa Jao, Main to Kabse Baat Nihar Rahi, Mere Gananayak Tum Aa Jaon, Main to Kabse Baat Nihar Rahi, Mere Gananayak Tum Aa Jao ॥

Gauri Sut Shankar Lal

Gauri Sut Shankar Laal, Vinayak Meri Araj Suno, Baitha Bhagvat Maha Pooran, Vinayak Meri Araj Suno, Gauri Sut Shankar Laal, Vinayak Meri Araj Suno ॥

Mere Deva Gajanand Ki Mahima Nyari

Mere Deva Gajanand Ki Mahima Niyari, Mata Gaura Shiv Pita Tripurari, Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari, Jai Ho Jai Ho Gajanand Tumhari ॥

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati, Aapki Meharbani Humen Chahiye, Pahle Sumiran Karoon Ganpati Aapka, Lab Pe Mithi Si Vani Humen Chahiye, Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati ॥

Hui Galiyon Mein Jai Jaikaar

Naachi Man Mein Umang, Bhara Khushiyon Ne Rang, Nachi Man Mein Umang, Bhara Khushiyon Ne Rang, Goonji Ganpati Teri Jaikar, Aaya Ganpati Tera Tyauhar, Hui Galiyon Mein Jai Jaikar, Aaya Ganpati Tera Tyauhar ॥