Ek Kandhe Par Lakhan Viraje Duje Par Raghuveer (इक काँधे पे लखन विराजे दूजे पर रघुवीर: भजन)


Ek Kandhe Pe Lakhan Viraje Duje Par Raghuveer,
Veer Bali Mahaveer Hari Tumne Bhakton Ki Peer,
Siya Ram Ke Bhajan Mein Magan Rahana,
Hey Hanuman Tera Kya Kahana,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram ॥
Daso Disha Mein Maruti Sut,
Bajta Tere Naam Ka Danka,
Bhay Bhage Dukh Nikat Na Aave,
Uljhan Rahe Na Shanka,
Teri Bhakti Ka Jisne Kavach Pahana,
Hey Hanuman Tera Kya Kahana,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram ॥

Bagiya Ujadi Lank Jalai,
Khabar Siya Kee Lae,
Le Sanjeevan Laute Jhatpat,
Pran Lakhan Ke Bachaye,
Shri Ram Ka Naam Tera Gahana,
Hey Hanuman Tera Kya Kahana,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram ॥

Sankat Mochan Dukhharta,
Var Maan Siya Ne Deenha,
Mangal Shani Jo Karta Pooja,
Mangal Uska Kinha,
Sada Saral Sudha Ras Ka Bahana,
Hey Hanuman Tera Kya Kahana,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram ॥

Ek Kandhe Pe Lakhan Viraje Duje Par Raghuveer,
Veer Bali Mahaveer Hari Tumne Bhakton Ki Peer,
Siya Ram Ke Bhajan Mein Magan Rahana,
Hey Hanuman Tera Kya Kahana,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram,
Siya Ram Siya Ram ॥
इक काँधे पे लखन विराजे दूजे पर रघुवीर: भजन - हिन्दी में पढ़ें
इक काँधे पे लखन विराजे दूजे पर रघुवीर, वीर बलि महावीर हरी तुमने भक्तों की पीर ॥
Bhajan Hanuman BhajanBajrangbali BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanRam Navmi BhajanHanuman Jayanti BhajanRamyug BhajanRamyug BhajanLanka Dahan BhajanRaghuveer Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne, Wahi Ye Srishti Chala Rahe Hai, Jo Ped Humne Lagaya Pahale...

Ram Ko Dekh Ke Janak Nandini

Ram Ko Dekh Kar Ke Janak Nandini, Bag Mein Vo Khadi Ki Khadee Rah Gayi...

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Maiya Odh Chunariyan Lal Ke Bethi Kar Solha Shingar

Maiya Odh Chunariya Laal, Ke Baithi Kar Solah Shringar, Badi Pyari Laage, Badi Soni Laage, Badi Pyari Laage, Badi Soni Laage ॥

Sun Meri Maat Meri Baat

Sun Meri Maat Meri Baat, Chhani Koni Tere Se, Aankhdali Churake Maiya, Jaasi Kathe Mere Se ॥