Fansi Bhanwar Me Thi Meri Naiya (फंसी भंवर में थी मेरी नैया - श्री श्याम भजन)


Fansi Bhanwar Me Thi Meri Naiya,
Chalai Tune to Chal Padi Hai ।
Padi Jo Soi Thi Meri Kismat,
Padi Jo Soi Thi Meri Kismat,
Vo Mauj Karne Nikal Padi Hai ॥
Fansi Bhanwar Me Thi Meri Naiya,
Chalai Tune to Chal Padi Hai.

Bharosa Tha Mujhko Mere Baba,
Yakeen Tha Teri Rahmaton Pe ।
Tha Baitha Chokhat Pe Teri Kab Se,
Tha Baitha Chokhat Pe Teri Kab Se,
Nigahen Nirdhan Pe Ab Padi Hai ॥

Fansi Bhanwar Me Thi Meri Naiya,
Chalai Tune to Chal Padi Hai ।

Sajaoon Tujhko Niharoon Tujhko,
Pakharoon Charanon Ko Main Shyam Tere ।
Main Nachoon Bankar Ke Mor Baba,
Main Nachoon Bankar Ke Mor Baba,
Ye Bhawnayen Machal Padi Hai ॥

Fansi Bhanwar Me Thi Meri Naiya,
Chalai Tune to Chal Padi Hai ।

Hanse Ya Kuch Bhi Kahe Jamana,
Jo Ruthe to Koi Gam Nahi Hai ।
Magar Jo Rutha Tu Baba Mujhse,
Magar Jo Rutha Tu Baba Mujhse,
Bahegi Ashko Ki Ye Jhadi Hai ॥

Fansi Bhanwar Me Thi Meri Naiya,
Chalai Tune to Chal Padi Hai ।

Fansi Bhanwar Me Thi Meri Naiya,
Chalai Tune to Chal Padi Hai ।
Padi Jo Soi Thi Meri Kismat,
Padi Jo Soi Thi Meri Kismat,
Vo Mauj Karne Nikal Padi Hai ॥

Fansi Bhanwar Me Thi Meri Naiya,
Chalai Tune to Chal Padi Hai ।
फंसी भंवर में थी मेरी नैया - श्री श्याम भजन - हिन्दी में पढ़ें
फंसी भंवर में थी मेरी नैया, चलाई तूने तो चल पड़ी है । पड़ी जो सोई थी मेरी किस्मत..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanFagan Mela BhajanUma Lahari Bhajan

Other Popular Fansi Bhanwar Me Thi Meri Naiya Video

Fansi Bhanwar Me Thi Meri Naiya By Alka Sharma

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Sun Radhika Dulari Main

Sun Radhika Dulari Mein, Hoon Dwar Ka Bhikhari, Tere Shyam Ka Pujari..

Lakshmi Bhajan

.Most sent Bhajans, Mantras, Aarti and songs in Diwali Puja, Dhanteras Puja and Shri Kuber Puja.

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye