Ghanshyam Teri Bansi Pagal Kar Jaati Hai (घनश्याम तेरी बंसी, पागल कर जाती है - भजन)


Ghanshyam Teri Bansi,
Pagal Kar Jaati Hai,
Muskan Teri Mohan,
Ghayal Kar Jati Hai ॥
Ghanshyam Teri Bansi,
Pagal Kar Jaati Hai,
Muskan Teri Mohan,
Ghayal Kar Jati Hai ॥

Sone Ki Hoti Too,
Kya Karate Tum Mohan,
Ye Baans Ki Hokar Bhi,
Duniya Ko Nachati Hai ॥

Ghanshyam Teri Bansi,
Pagal Kar Jaati Hai,
Muskan Teri Mohan,
Ghayal Kar Jati Hai ॥

Tum Gore Hote Too,
Kya Kar Jaate Mohan,
Jab Kale Rang Par Hi,
Duniya Mar Jati Hai ॥

Ghanshyam Teri Bansi,
Pagal Kar Jaati Hai,
Muskan Teri Mohan,
Ghayal Kar Jati Hai ॥

Dukh Dardon Ko Sahana,
Bansi Ne Sikhaya Hai,
Isake Chhed Hai Seene Me,
Fir Bhi Muskati Hai ॥

Ghanshyam Teri Bansi,
Pagal Kar Jaati Hai,
Muskan Teri Mohan,
Ghayal Kar Jati Hai ॥

Kabhi Raas Rachate Ho,
Kabhi Bansee Bajate Ho,
Kabhi Makhan Khane Ki,
Man Mein Aa Jati Hai ॥

Ghanshyam Teri Bansi,
Pagal Kar Jaati Hai,
Muskan Teri Mohan,
Ghayal Kar Jati Hai ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
घनश्याम तेरी बंसी, पागल कर जाती है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
घनश्याम तेरी बंसी, पागल कर जाती है, मुस्कान तेरी मोहन..
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanKhatu BhajanRadhashtami Bhajan

Other Popular Ghanshyam Teri Bansi Pagal Kar Jaati Hai Video

Pujya Shri Aniruddhacharya Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Ram Na Milege Hanuman Ke Bina

Paar Na Lagoge Shri Ram Ke Bina, Ram Na Milege Hanuman Ke Bina। Ram Na Milenge..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Bajrang Bali Ne Asa Bajaya Danka

Bajrang Bali Ne Asa Bajaya Danka, Jala Dali Sari Sone Ki Lanka, Dhu Dhu Jalti Lanka,
Uchal Kudate Hanuman, Jay Shree Ram Jay Hanuman ॥