Haare Ke Sahare Ab To Aakar Le Sambhal (हारे के सहारे अब तो, आकर ले सम्भाल - भजन)


Hare Ke Sahare Ab to,
Aakar Le Sambhal ॥
Doha – Sawan Beeta Kartik Beeta,
Aur Beeta Phagun Maas,
Taras Taras Kar Rah Gaya,
Shyam Tera Ye Daas ॥

Duhkh Bahut Bade Sarkar,
Pade Hum Haal Se Huye Behal,
Hare Ke Sahare Ab to,
Aakar Le Sambhal ॥

Laharon Ka Jor Bhari,
Tooti Si Naav Hai,
Tu Hi Bata De Baba,
Kya Ye Insaf Hai,
Tham Lo Ab Patvar Shyam,
Tum Le Chal Parli Paar,
Haren Ke Sahare Ab to,
Aakar Le Sambhal ॥

Sari Duniya Mein Mera,
Koi Na Aasra,
Mera to Jo Kuchh Hai Vo,
Tu Hi Hai Sanwara,
Der Karo Na Aur Saha Na,
Jaye Ab Ye Kaal,
Haren Ke Sahare Ab to,
Aakar Le Sambhal ॥

Pahale Kya Gum Kam Tha,
Is Jeevan Mein Shyam Hai,
Dooja Jo Gum Tu Deta,
Na Sunkar Shyam Hai,
Ab to Baba Morchhadi Le,
Leele Par Tu Chal,
Haren Ke Sahare Ab to,
Aakar Le Sambhal ॥

Tera Har Faisla,
Sir Mathe Sarkar Ye,
Aaye Jo Na Phir Samajhun,
Kami Thi Pukar Mein,
‘Kamal’ Bharosa Preet Na Hogi,
Tum Sang Lagi Bekar,
Haren Ke Sahare Ab to,
Aakar Le Sambhal ॥

Duhkh Bahut Bade Sarkar,
Pade Hum Haal Se Huye Behal,
Hare Ke Saharen Ab to,
Aakar Le Sambhal ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye

Sita Raam Sita Raam, Sitaraam Kahiye, Jaahi Vidhi Raakhe Raam, Taahi Vidhi Rahiye ।

Namaste Sada Vatsale Matruṛbhume

Namaste Sadaa Vatsale Matru Bhoome, Twayaa Hindu Bhoome Sukham Vardhitoham...

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram

Mangal Bhavan Amangal Haari, Drabahusu Dasarath Ajar Bihaari । Ram Siya Ram Siya Ram